Ramzan me Roze ki Halat me Hum*bi*stari karne ka Gunaah aur uska Kaffara
Roze ki Halat me miya biwi ka aapas me hum*bi*stari karna kitna bada gunah hai, aur uska kaffara kya hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala kare. jazakAllahu khairan kaseera.
7 Halaaq Karne Wale Gunaah se Bacho Hadees: 7 Halaaq Karne Wale Gunaah se Bacho Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne Irshad farmaya - "Saat (7) Halaaq (Barbad) Karne Wale Gunaahon Se Baccho" Sahaba ne Arz kiya: "Ya RasoolAllah (ﷺ) ! Wo Kiya hai"? Aap (ﷺ) ne farmaya - ∗ 1. Allah Ke Saath Shirk Karna.∗ 2. Jadu Karna.∗ 3. NaaHaq Kisi Ki Jaan Lena Jo Allah Ne Haraam Kiya Hai.∗ 4. Sood Khana∗ 5. Yateem Ka Maal Khana∗ 6. Jung Ke Din…
Kya Hum Shukr-guzar Bandey na Baney ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mughirah-bin-Shu'bah (RaziAllahu Anhu) Farmate hain ke - "Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) itni Dair tak Namaz Me khade Rahte Ke Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke Mubarak Qadmon par Waram Aajata, Jab Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Arz kiya gaya ke - Allah Subhanahu-Wa-Ta'ala ne Tou Aap ki Agli Pichli Khatayen Muaf farma Di hai (Phir bhi Ibadat Me itni Mushaqqat ? ) Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Irshad Farmaya: Kya Main Allah ka Shukr Guzar Bandah na Banu.”…
Allah Rehman hai aur uska Azab bhi Dardnak hai Allah Rehman hai aur uska Azab bhi Dardnak hai Allah Taala farmata hai: "Mere Bando ko Khabar de do Ki Main bohot bakhshne wala aur bada hi Meharbaan hoon. Aur Saath hi Mera Azab bhi Dardnak hai." 📕 Quran 15:49-50
Kyu Hum par Zaalim Hukumra Musallat hai ? ... Kya Sahaba ke dour me bhi yahi haal tha? Moujuda Haalat me Ummat-e-Muslima par Dushmane Deen jis tarah Zulmo-Sitam kar rahi hai, kya Sahaba ke dour me bhi yahi haal tha, Kya Sahaba bhi humesha magloob rahe? Aayiye Sahaba ki tareekh par gour karte hai. Sahaba (RaziAllahu Anhu) ko Allah Rabbul Izzat ne Quraan me farmaya ke: "Walaqad Qatabna fil zaburi, (zaboor ki misaal dekar kaha tha ke) “humne zaboor me ye cheez likh di thi ke 'hum zameen ko…
Qaza Namaz ko kaise Ada kare Uska Tariqa? https://www.youtube.com/watch?v=dp-wt5TvkR4 Qaza Namaz ki Hakikat Qaza Namaz ki Hakikat kya hai aur Qaza namaz kab ada ki jaye aur iska tarika kya hai, janiye tafseel me Quran wa Sunnat ki roshni mein by Aalim Adv Faiz Sayed
Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
Jo Shakhs koi cheez cheen kar le Woh hum me se nahi Hadees of the Day Jo Shakhs koi cheez cheen kar le woh hum me se nahi RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke: "Jo Shakhs koi cheez cheen kar le woh hum (Imanwalo) me se nahi." 📕 Ibn Majah, Hadees 3927
Hadees: Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad… Hadith: 6-June: ✦ Roman Urdu: Abu Ayyub (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad Shawaal ke 6 Roze rakhe tou goya is ne poore saal ke roze rakhe." ✦ हिंदी हदिस: अबू अयूब (र.अ) से रिवायत है के, अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमाया: " जिसने रमज़ान के रोज़े रखे और इस के बाद शवाल के 6 रोज़े रखे तो गोया इस ने पूरे साल…
10 Muharram / Ashura ke Roze ki Fazilat Hadees of the Day ★ Ashure ka Roza ۞ Hadees: Abdullah bin Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Jab Allah ke Rasool (ﷺ) ne Ashure ke Din 10 Muharram ka Roza rakha aur Hukm (Order) kiya is Rozey ka, tou logo ne Arz kiya, Ya RasoolAllah(ﷺ) ! ye din to aisa hai ki iski Taazim Yahud aur Nasara karte hain. Tou Aap (ﷺ) ne farmaya ki Jab Agla Saal aayega to In' sha' Allah Hum 9 ka Roza Rakhege, Aakhir…
Maaf karne ki Hadees: Samjhote me Pahal Karne Wale… Maaf karne ki Hadees:Samjhote me Pahal Karne Wale ke Gunah Muaf Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya, "Do Jhagda Karne Walo me Pahle Sulah (Samjhota) Karne Wale ke Gunah Muaf Kar Diye Jate hai" 📕 Sahih Al Targeeb, Hadees 2759
Gunaah karna apne Nafs pe Zulm karna hai Gunaah karna Apne Nafs pe Zulm karna hai "Allah Tou Hargiz Bando Par Kuch Bhi Zulm Nahi Karta Magar Log Khud Apne Upar Zulm Kiya Karte Hai". 📕 Al-Quran; Surah Yunus 10:44
73 Firqon wali Hadees : Jannati Firqe me Hum Ummid… Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farmane Aalishan hai ke,“Meri Ummat 73 Firqon me bategi, sab jahannumi honge, sirf 1 Firqa Jannati hoga Jo mere aur mere Sahaba ke Aqeede par hoga”. [Tirmizi Sharif, Jild:2 Safa:255] Ab kuch log Samjhtey hai ke wo Ahle Sunnat-Wal-Jamaat ka Jannati Firqa (Firqa-e-Najia) me se Mai hi Hu aur meri hi puri Jamaat hai, jab ki Iss Jamaat ki khususiyat tou yeh hai ke yeh Quantitatively nahi aayngi balke Qualitatively aaynge. Apni Khususiyat se nikalkar, alag alag…
Jisko Amal piche karde uska Nasab usey Aage nahi kar sakta Jisko Amal piche karde uska Nasab usey Aage nahi kar sakta Ek doosre ki pehchan aur ek doosre ka ta’arruf ho isliye Allah ﷻ ne insano ko mukhtalif ansaab (khandano) me baant diya hai. Agar koi Shakhs Iman na laye, Naik Amal na kare, Roza, Namaz ki pabandi na kare aur kahe ke mai Aala Nasab (Khandan) ka hu, Mai Quraishi/Sayyed Khandan se ta’alluq rakhta hun tab bhi uska ye kehna Allah ke yahan usey koi fayda pohchane wala nahi. Allah ke samne koi ye uzr nahi pesh kar…
Ghusse ko Qabu me Karne ka Nabvi Tarika (Gusse ko… ✦ Hadees: Gusse ko Qabu karne ki Dua ✦ Sulaiman bin Sard (R.A.) ne bayan kiya ki Main RasoolAllah (ﷺ) ki khidmat mein baitha hua tha aur qareeb hi do aadmi aapas mein Gaali Galoch kar rahe they ki ek shakhs ka munh surkh (laal) ho gaya aur gardan ki ragein phool gayeen. RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki mujhe ek aisa kalima maloom hai ki agar ye (koi bhi) Shakhs usko padh le to is ka gussa jata rahe ga.…
♪ Roze Chorne se Bacha kare Roze Chorne se Bacha kare Roza Chorna Kitna bada gunah, iska Azab kitna sakth hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab ♫ “Roza Lag raha” Bolna kaisa hai? ♫ Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai? ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai? ♫ Saher aur Iftar…