Ramzan ki Fazilat: Part 4 4. Ramzan ka Umrah Hajj ke barabar sawab deta hai: ۞ Hadees: Hazrate Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne ek Ansari Sahabiya se farmaya “Ramzan Ke Mahine Me Umrah Karna Hajj Ke Barabar Hai.” [ Sunan Nasaii, Vol2, 21 – Sahih ] Subhan’Allah! Gour karne wali baat hai ke Ramzan ka Umraah Hajj ke barabar sawab deta hai. lekin yaad rahe ye Hajj ko saaket nahi karta. Hajj ko Exceptional nahi kar deta ke Hajj…
Ramadan Day 17 | Ramzan aur har Maah ke 3 Roze ki Fazilat Ramadan Day 17 ✦ Hadees: Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:❝ Sabr ke mahine (Ramzan) ke Roze aur har Maah ke 3 Roze seene me moujud kharabiyo ko ....
Ramadan Day 12 | Iftar ke Waqt Jahannum se Aazadi Ramadan Quotes: 12th Ramzan ✦ Hadees: Jabir (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:Allah Taala har Iftar ke Waqt Jahannum se kuch logon ko Azad ...
Ramadan Day 6 : Rozedar ke liye Roza aur Quraan… 06th Ramzan ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:❝ Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. ❞📚 Musnad Aḥmad 6589
Tum par Ramzan ka Mubarak Mahina Aaya hai Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me Irshad Farmata Hai -"Maahe Ramzan Wo Hai Jismey Quran Utara Gaya, Jo Logon Ko Hidayat Karne Wala Hai Aur Jismey Hidayat Ki Aur Haqq-Wa-Batil Ki Tameez Ki Nishaniyan Hain. Tum Me Se Jo Shakhs Is Mahine Me Muqim (Alive) Ho, Usey Roza Rakhna Chahiye. Haan Jo Bimar Ho Ya Musafir Ho, Usey Dusre Dino Me Ye Ginti Puri Karni Chahiye.Allah Ta'ala Ka Irada Tumhare Sath Aasani Ka Hai, Sakhti Ka Nahi. Wo Chahta Hai Ki Tum…
♫ Napaki me sehri karna kaisa? Napaki me sehri karna kaisa Ramzan me Rozo ke liye Napaki ke halat me kya sehar karna durust hoga? Agar haa tou Gusl ka sahi wakt kounsa hai? Tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se Audio bayan ka muta'ala kare. jazakAllahu khairan kaseera. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chhut hai? ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab ♫ “Roza Lag raha” Bolna kaisa hai? ♫ Kin Cheezon ke karne se…
Valentine's Day special: Extra Class !... 18 Saal ki Modern Ladki : Mummy! Aaj Extra Class hai. College se aaney mein dair ho jayegi. (Aaj Boy Friend ke sath Dating hai Yaar. Ye Old Generation ko aise hi Jhansa dena padta hai 😛 20 Saal : Mummy! Mai apna Acha Bura Khoob janti hu .Mujhe Lecture mat dena. Mai jis se Pyar karti hu usi ke sath Shadi karungi. Thats Final !(Mummy ko kya pata Mai toh Court marriage kab ka kar li. Ye Budhe logon…
Ramadan Day 4 : Ramzan me Quran Nazeel hua saari… 04th Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Ramzan ka wo Mahina jis me Quraan ka Nuzool hua saari Insaniyat ki Hidayat aur Rahnumai ke liye.❞ 📕 Surah Baqrah 2:185
Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
Ramadan Day 11 | Khajur se Iftar kare aur Khajur na… Ramadan Quotes: 11th Ramzan ✦ Roman Urdu Hadees: Salman-Bin-Amr (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:"Jab Tum me se koi Roza Iftar karne lage tou Khajur se Iftar kare aur agar Khajur na miley tou Paani se kare, Kyunki Paani Paak karne waala hai." [Sunan Ibn Majah 1699-Sahih]
Ramadan Day 18 | Allah ki raah me Ek Din bhi Roza… Ramadan Quotes: 18 Ramzan ✦ Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak ...
Ramadan Day 21 | Shab e Qadr ko kab Talash Kare... Ramadan Day 21 ۞ Hadees: Hazrate Aayesha (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:"Shab-e-Qadr Ko Ramzan ke Aakhri Ashre ki Taaq Raato (21, 23, 25, 27, 29) me Talaash karo...
Ramadan Day 8 : Rozedar ko Iftar karane ki Fazilat… Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaih Wasallam) ne farmaya " Jo koi kisi Rozedaar ko iftar kara de tou uss ko Rozedaar ke Barabar Sawab Milega, aur Rozedaar ke sawab mein se koi kami nahi hogi ." [Sunan ibn e Maja, 1746]