Qurbani ke Chamde ko Bechna Jaiz Nahi hai Hadees of the Day Qurbani ke Chamde ko Bechna Jaiz Nahi hai ۞ Hadees: Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya, "Jis Shakhs ne apni Qurbani ka Chamda baich diya to uski koi Qurbani nahi hai." 📕 Mustadrak Hakim : 3468
♫ "Roza Lag raha" Bolna kaisa hai? "Roza Lag raha" Bolna kaisa hai? Aksar Roze me Kamzori Aane ki wajah se Log ajib ajib baate kehne lagte hai, to kya aisa kehna jayaz hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala karte hai,. jazakAllah khairan kaseera. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai? ♫ Kin…
Bure Rishtedar se Rishta Todna Kaisa hai? https://www.youtube.com/watch?v=w5215udMFdQ Bure Rishtedar se Rishta Todna Kaisa hai? Bure Rishtedar se Rishta todna,Qata Rehmi ya Qata Talluk karna kaisa hai Jabke Unhone hume Dhoka bhi diya hai by @Adv. Faiz Syed
Khane me Barqat ke Adab ke liye Chaaro Taraf Kono Me… 📖 Mafhoom-e-Hadees (Roman Urdu) Abdullah bin Busr (R.A.) se riwayat hai ke RasoolAllah ﷺ ke paas ek (khane ka) bartan laya gaya. Aap ﷺ ne farmaya:“Chaaro taraf kono mein se khao aur upar ka hissa chhor do, jis se barakat hoti hai.”(Sunan Ibn Majah, Hadith 3275) 📖 मफहूम-ऐ-हदीस (हिंदी) अब्दुल्लाह बिन बुस्र (र.अ.) से रिवायत है कि रसूलअल्लाह ﷺ के पास एक (खाने का) बर्तन लाया गया। आप ﷺ ने फ़रमाया:“चारों तरफ कोनों से खाओ और ऊपर का हिस्सा छोड़…
Kisi ko Kafir kehna kaisa hai? Kisi ko Kafir kehna kaisa hai? Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Agar Koi Shakhs Kisi Shakhs ko Kaafir ya Faasiq kahe aur Woh Dar Haqeeqat Kaafir ya Faasiq na ho to Khud Kehne wala Faasiq aur Kaafir ho Jayega." 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 6045
Kaafir ya Mushrik se Nikah karna kaisa ? ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Kaafir ya Mushrik se Nikah karna kaisa ? Allah Raabul Izzat Qurane Kareem me farmata hai: "Aur tum Shirk karne wali aurton se us waqt tak Nikah na karo jab tak ke wo imaan na laaye, imaan wali laundi(Slave) bhi shirk karne wali azaad aurat se behtar hai, chahe wo tumhe acchi hi lagti ho, Aur Shirk karne wale mardon ke Nikah me apni aurton ko na do jab tak ke wo imaan na laye, imaan wala…
Haaji Ka Laqab Lagana Kaisa ? ✦ Sawaal: Apne Naam ke aagey 'Haaji' ka Laqab lagana kaisa? - Jawab: Hajj ek aisi ibadat hai jo har Sahibe Istehat Musalmano par farz hai, lekin Hajj ki Niyat sirf Allah ki ibadat ho aur dikhawe se paak ho. bilkhusus Hajj wo ibadat hai jo dikh kar aati hai. Riyaakari ka Maana(Meaning) hota hai 'Logon me Shohrat ke wastey apne amaal ka charcha karna, aisi ibadat jo khalis Allah ke liye karni hoti hai lekin hum usey logon ko…
Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai? Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai? ۞ Hadees: Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jab tumhe koi shakhs tumhari (kisi kamzor amal) ko buniyad banakar bura bhala kahe, jiska usey ilm hai, tou tum usey us ki aisi baat par bura bhala na kaho jo tumhe maloom hai (lekin logon ko maloom nahi). pas iska ajar tumhe milega, aur uska wabaal usi shakhs par hoga." 📕 Sahih al jame' lil albaani: 594
Khassi janwar ki Qurbani kya jaiz hai? Ji Haa! Khassi kiya hua Janwar Qurbani me istemal karna Sunnat se sabit hai, tafseeli jankari ke liye post me di hui hadees ka muta’ala kare…
Jhooth se bacho! jhooth burayi ki taraf le jata hai… Hadees of the Day Jhuth se bacho! Jhuth burayi ki taraf le jata hai Abdullah ibn Masood (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jhooth se bachte raho kyunki jhooth burayee ki taraf le jata hai aur burayee jahannum ki taraf, agar koi aadmi jhooth bolta hai aur musalsal jhooth bolta rahta hai to Allah ke yahan kazzab (jhootha) likh diya jata hai aur sach bolna tum par lazim hai kyunki sach neki ki taraf le jata hai aur…
Jo Shaksh Hathiyar se apne bhai ki taraf ishara… ✦ Hadith: Farishto ki Lanat ✦ Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki, “ Jo Shakhs Hathiyar se apne bhai ki taraf ishara kare to farishte us par laanat karte rehte hain jab tak ki aisa karne se ruk na jaye chahe wo uska saga bhai ho. ” - (Sahih Muslim 2616 a @ www.ummat-e-nabi.com/home) अबू हुरैरा (र.अ.) से रिवायत है की रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फरमाया की “ जो शख्स हथयार से अपने भाई की…
Qurbani ki Niyat / Dua kya hai? Qurbani ki Dua, Qurbani ki niyat se murad woh Dua hai Jo Sunnat se Sabit hai. « Bismillaahi wallaahu ‘Akbar » [Sahih Muslim: 1965]
Islamic Quiz 233 : Ek Janwar Kitne logon ki taraf se… Ek Janwar Kitne logon ki taraf se Qurban kiya ja sakta hai? | Options are : A. Ek insan ki taraf se, B. Shohar aur Biwi ki taraf, C. Purey Gharwalo ki taraf se
Har Gunaaho ki Magfirat Allah ki taraf se! bashartey… Hadees: Anas-bin-Malik (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ke: Allah Subhanahu Wa’tala farmata hain:“Aye Aadam ke Bete! Jab tak tu mujhe pukarta rahega aur mujh hi se Ummiden wabasta rakhega Main tujhe Muaf karta rahunga chahe tere Aamal jaise bhi hon. aur Main (tujhe bakhshte hue) parwah tak naa karunga. Aye Aadam ke Bete! Agar tere Gunaah aasman ki bulandiyon tak bhi pahoch jayen aur tu Mujh se Muafi mange tou Main tujhe muaf kar dunga aur…
Har taraf phaili hui Qatlo Garat giri me ibadat karna kaisa? Har taraf phaili hui Qatlo Garat giri me ibadat karna kaisa? Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai: "Har Taraf Phaili hui Qatl-o-Ghaarat giri mein Ibaadat karna Meri taraf Hijrat Karne ki tarah hai." 📕 Sahih Muslim, Hadees: 2948 (7400)