Mehmaan Ki Khidmat kitne din

♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki –
“Ek Din-O-Raat Mehmaan Ki Khidmat Uska Jaaiz Haq Hai
Aur Uski Daawat-O-Mehmaan Nawaazi Teen(3) Din Hai,
Uskey Baad Ki Mezbaani Uske Liye Sadqa Hai
Aur Mehmaan Ke Liye Zyaada Din Thehar Kar
Mezbaan Ko Tangi Me Mubtela Karna Jaaiz Nahi Hai..”

(Bukhari Sharif)

• Note: Beharhaal Humey Iss Baat Ka Bhi Khayal Rakhna Hai Ke –
Har Baar Hum Khud Hi Ko Mehmaan Na Samjhey,.. Balki Kabhi Hum Mezbaan Bhi Hotey Hai.

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: