Islamic Quiz 412 : Inmein se kaunsa naam RasoolAllah (ﷺ) ka hai?

islamic quiz 412 image

Islamic Quiz 412

Inmein se kaunsa naam RasoolAllah (ﷺ) ka hai?

A. Al-Baari

B. Al-Mahi

C. Ar-Raqeeb

D. Al-Mumeet

Islamic Quiz 412 : Inmein se kaunsa naam RasoolAllah (ﷺ) ka hai?

Sahih jawab hai : Option ( B )

✅ Al-Mahi

Daleel :

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Hadith: Jubair bin Mut’im (RA) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Main Muhammad hoon, aur Main Ahmad hoon, aur Main Al-Mahi hoon, yani meri wajah se Allah Ta’ala kufr ko mitayega. Main Hashir hoon jiske qadmon par log ikaththe kiye jayenge, aur Main Aaqib hoon jiske baad koi Nabi nahi.”

📖 Sahih Muslim, Vol 6, Hadith 6105

WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now

Leave a Reply