Contents
Islamic Quiz 391
Hadith ke hisaab se Allah ki Kitab ko sabse umdah (achchi tarah) padhne wale kaunse Sahabi they
A. Abdullah bin Masood (RA)
B. Ubai bin Kaab (RA)
C. Muaz bin Jabal (RA)
D. Abu Ubaidah bin Al Jarrah (RA)
Islamic Quiz 391 : Hadith ke hisaab se Allah ki Kitab ko sabse umdah (achchi tarah) padhne wale kaunse Sahabi they
Sahih jawab hai : Option ( B )
✅ Ubai bin Kaab (RA)
Daleel :
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
عَنْ أَنَسِ بْنِ مَالِكٍ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ ﷺ قَالَ
“Meri ummat mein sabse raham-dil Abu Bakr (RA) hain, sabse zyada deen mein sakht Umar (RA) hain, haya ke liye sabse sachche Uthman (RA) hain, sabse achha faisla karne wale Ali (RA) hain, aur Allah ki Kitab ko sabse behtareen padhne wale Ubai bin Kaab (RA) hain.”
📕 Sunan Ibn Majah, Vol. 1, Hadith 154 (Sahih)