Contents
Islamic Quiz 364
Us khushnaseeb Sahabi ka kya naam hai jinke liye RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya tha: “Tum par mere Maa Baap Qurban ho”?
A. Abu Bakr Siddiq (RA)
B. Maaz bin Jabal (RA)
C. Saad bin Abi Waqas (RA)
D. Khalid bin Walid (RA)
Islamic Quiz 364 : Us khushnaseeb Sahabi ka kya naam hai jinke liye RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya tha: “Tum par mere Maa Baap Qurban ho”?
Sahih jawab hai : Option ( C )
✅ Saad bin Abi Waqas (RA)
Daleel :
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Hadith: Hazrat Ali (RA) se rivayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ko kisi aur ke liye apne maa baap qurban karne ka lafz nahi suna siwaye Saad bin Abi Waqas (RA) ke. Aap (ﷺ) ne farmaya: “Eh Saad, teer chalao! Tum par mere maa baap qurban ho.”
Yeh baat Ghazwa-e-Uhad ke moqe par farmayi gayi.
📕 Sahih Bukhari, Jild 7, Hadith 6184
📕 Sahih Bukhari, Jild 6, Hadith 4055