Contents
Islamic Quiz 362
Islamic Quiz 362 : RasoolAllah (ﷺ) ne kaunsi jagah ke liye farmaya: “Wahan zalzale aur fitne honge aur Shaitan ka sing wahi se tulu hoga”?
A. Mulk-e-Sham
B. Isfahan (Iran)
C. Najd
D. Israel
Islamic Quiz 362 : RasoolAllah (ﷺ) ne kaunsi jagah ke liye farmaya: “Wahan zalzale aur fitne honge aur Shaitan ka sing wahi se tulu hoga”?
Sahih jawab hai : Option ( C )
✅ Najd
Daleel :
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Abdullah bin Umar (RA) se rivayat hai: RasoolAllah (ﷺ) ne dua ki: “Ya Allah! Shaam aur Yemen mein barkat ata farma.” Logon ne arz ki: “Hamara Najd bhi?” Aap (ﷺ) ne phir dua ki: “Ya Allah! Shaam aur Yemen mein barkat ata farma.” Logon ne dobara kaha: “Hamara Najd bhi?” To Aap (ﷺ) ne farmaya: “Wahan to zalzale aur fitne honge, aur Shaitan ka sing wahi se tulu hoga.”
📕 Sahih Bukhari, Vol 8, Hadees 7094