Jannat Ke Baag Kya Hai ?..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurera (Razi'Allah Anhu) Riwayat Karte Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Jannat Ke Baago Me Se Guzro Tou Phal Khao". *Logo Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Jannat Ke Baag Kya Hai? Aur Uss Se Kya Muraad Hai?" *Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jannat Ke Baag Masajid Hai Aur Phal 'Subhan'Allah Alhamdulillah Allahu Akbar' Ki Tasbih Hai". - (Mishkat Sharif Part 1 Hadis#674, Page No.156)
Islamic Quiz 215 Surah Al Kausar me Kausar se muraad kya hai? Options Are 👇 A. Jannat ka ek Ghar B. Jannat ki ek Nahar (Hauz) C. Jannatul Firdaus D. Inmein se koi nahi GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Jannat ki ek Nahar (Hauz) Daleel : Allah Taala Quran me farmata hai: "Beshak humne Aapko (O Muhammad ﷺ) Al-kauther Ata farmayee, So Apne RAB ke liye namaz parha karo aur Qurbani kiya karo , Beshak Aapka Dushman hi Be Naam-O-Nishan rahega." 📕 Surah Al-Kauther (108) ✦ Mafhoom-e-Hadees hai ke:Abdullah bin Amr (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ)…
Download Ummat-e-Nabi Official Android App Assalamo Alaikum Wa Rehmtullhi Wa Barkatuhu ! kindly download our Ummate Nabi official Android app for huge islamic post collection in roman urdu, hindi & english. - ummat-e-nabi.com/home Team Features: › Islamic News › Islamic Quiz › Islamic Naat & Video Bayan › Daily Hadees & Quranic Verses Notification on Mobile. › Hadith Collection in Urdu & Hindi › Masail in the light of Qurano Sunnat Android App ♥ In'sha'Allah ! Upcoming Features: › Tafseer ibn Kaseer in Roman Urdu › Halal Job › Islamic Matrimonial
Islamic Quiz 159 Kaunsi Cheez Jannat me Jaane ki Zyada Wajah Banegi? | A). Raaste se Takleef deh cheez hatana | B). Nafil Roze Rakhna | C). Aulad ki Tarbiyat Karna | D). Allah ka Darr aur Acche Akhlaq
Islamic Quiz 180 Wo Kaunsa Aasan Amal hain Jisko Karne se Jannat ke 8 Darwaze khol diye jate hain Insan jis Darwaze se Chahe Dakhil Hojaye? A. Miswaak Karna B. Wazu Karna aur Wazu ke Baad ki Dua Padhna C. Raste se Takleef deh Cheeze Hatana D. Apne Ghar Walo ki Izzat Karna GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Wazu Karna aur Wazu ke Baad ki Dua Padhna Daleel : ۞ Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka Farman Hain: Tum mein se Jo Shaqs bhi Wazu Kare aur Apne Wazu ko Poora kare Phir ye kahe: أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ…
Jo Shakhs Apne Betey ko apni Beti par Tarjeeh nahi dega ♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai: "Jo Shakhs Apne betey ko apni beti par tarjeeh (badhawa) nahi dega tou woh jannat me dakhil hoga" - (Abu Dawood: Hadith no. 5146) » Jannat ke liye Iman shart hai. ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है: "जो शख्स अपने बेटे को अपनी बेटी पर तरजीह(बढ़ावा) नहीं देगा तो वो जन्नत में दाखिल होगा" - (अब दावुद, हदीस 5146) » जन्नत के लिए ईमान शर्त है. For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Jannat me Jaane se Koun Inkaar Karega ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallaho Alayhe Wasallam) Farmatey Hai - "Meri Saari Ummat Jannat Me Chali Jayegi Siwaye Uske Jisney Jannat Me Jaaney Se Inkaar Kar Diya.." Sahaaba (RaziAllahu Anhu) Ne Pucha - "Aye Allah Ke Rasool! Jannat Me Jaaney Se Tou Koi Bad-Bakht Hi Inkaar Karega". Aap (Sallallaho Alayhe Wasallam) Ne Farmaya: "Jisne Meri Ita'at Ki Wo Jannat Me Gaya Aur Jisne Meri Nafarmani Ki Usney Jannat Me Jaaney Se Inkaar Kar Diya.." - (Sahi Bhukhari, Kitaab Ahkam) ♥ In'sha'Allah-Ul-Azeez!!! # Allah Ta’ala Humey Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sunnato Ka Muttabe Banaye, # Rasool’Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sacchi Mohabbat…
Islamic Quiz 137 Inmein se Jannat ke beech ka darwaza kise kaha gaya hai? A. Maa B. Baap C. Bada Bhai D. Allah ke Wali GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Baap Daleel : ۞ Hadith: Abu Abdur-Rahman As-Sulami riwayat kartey hain Abu Darda (R.A) se ki unhoney kaha RasoolAllah (ﷺ) ne faramaya: “Walid (father) jannat ka darmiyana (beech ka) darwaza hai , isliye teri marzi usey zaya kar ya mehfooz rakh.” 📕 Jamia Tirmidhi, Vol 1, 1959 ( Hasan) ۞ Hadith: Abdullah ibn Umar (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Allah subhanahu ki raza walid…
Jannat Mein Le Janewale Aamaal by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=fuDiLe6YE4w Jannat Mein Le Janewale Aamaal What is jannah, Concept of Jannah in islam, levels of jannah, Jannah As Defined in Islam, How Is Heaven, All about jannah, paradise, garden of eden , jannat ka bayan, jannat ki naimat, pleasures of paradise in islam jannat mein jane ki dua
Islamic Quiz 245 Wo kounsa Gunah tha jiski wajah se iblis ko humesha ke liye jannat se nikala gaya? Options Are 👇 A. Hasad B. Takabbur C. Ghibat D. Bakhili GET ANSWER Download Reel ka Sahih jawab hai : Option ( B) ✅ Takabbur Takabbur ki wajah se iblis ko humesha ke liye jannat se nikala gaya. Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Jab Allah taala ne iblis aur tamam farishto ko hukm diya ke, Aadam ko sajda kare, tou mehaz takabbur ki buniyad par iblis ne Allah ke hukm ki nafarmani ki, aur humesha humesha ke liye jannat se mehroom nikala gaya." 📕 Surah…
Padosi ko Takleef denewala Musalman Jannat me Nahi Jayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se Rivayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, Wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho (Chahe uska padosi kafir bhi kyu na ho ).." - (Sahih Muslim, Hadith No. 79)
Islamic Quiz 176 Wo Kaunsi Cheez Hain Jise Dekh Kar Mikaeel (A.S) Kabhi Hase Nahi? A. Qabar Ka Azaab B. Jahannum C. Maidan-e-Mehshar ki Haulnaki D. Qayamat ke Baare Mein Sunkar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Jahannum Daleel : Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Jibraeel (As) se farmaya:"Maine Kabhi bhi Mikaeel (A.S) ko Haste Hue nahi dekha." "Jibraeel (As) ne farmaya Jab se Jahannum Paida ki Gayi Mikaeel (A.S) Hase nahi." 📕 Al Silsila Tus Sahiha 3165 ♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez Allah Taala hume Azab-e-Jahannum se bachaye,Hume Jannat ka Mustahik banaye. Jab tak hume Zinda rakhey Islam aur Imaan par zinda…
Jisne Rasool'Allah (ﷺ) Ki Nafarmani Ki Usney Jannat me Jaane… ✦ Hadees-e-Nabvi : Roman Urdu ✦ Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Meri saari ummat jannat mein jaye gi siwaye un ke jinhon ne inkaar kiya. sahaba neh arz kya ya RasoolAllah ! inkaar koun kerega? farmaya ke jo meri ita'at kerega woh jannat me daakhil hoga aur jo meri Nafarmani kerega isne inkaar kiya." - (Sahih al-Bukhari 7280) ✦ हदीस-ऐ-नबवी : हिंदी भाषांतर ✦ अबू हुरैरा (र.अ) ने बताया के अल्लाह के पैगम्बर (ﷺ) ने कहा: "मेरे सभी अनुयायी स्वर्ग में प्रवेश करेंगे सिवा उनके जो इनकार करते हैं। "उन्होंने कहा, हे अल्लाह के पैगम्बर (ﷺ)! भला…
6 Baato ki Amanat aur Jannat ki Zamanat Hadees of the Day 6 Baato ki Amanat aur Jannat ki Zamanat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya - "Tum Apni taraf se Mujhe Chhe (6) Baato ki Zamanat de do, Mai Tumhe Jannat ki Zamanat deta hoon." (1). Jab Baat karo tou Sach Bolo.(2). Jab Wadaa karo tou Poora Karo.(3). Jab Tumhare Paas koi Amanat rakhe tou Uske Maangne par Wapas Do.(4). Apni Sharmgaaho ki Hifaazat karo.(5). Apni Aankho ko Niche rakho. (Gair Galat Cheeze dekhne se bacho)(6). Apne Haatho ko (Zulm se) roke raho. 📕 Ibn Habban : 271📕 Ahmad : 5/323 📕 Haakim : 4/358,359
Islamic Quiz 219 Apne ghar ki Behayai par khamosh rehne wale mard ko kya kehte hai? Options Are 👇 A. Dayyus B. Mutakabbir C. Maghroor D. Mu'azziz GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Dayyus jo log ikhtiyar rakhne ke bawajud apni aurto aur ghar ke khawatin ko bepardagi se mana na kare usey Dayyus kehte hai. Daleel : RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: 3 Shakhs kabhi Jannat me daakhil nahi honge.1- Dayyus,2- Mardaani Surat banane waali aurat,3- Sharaab noshi ka aadi. 📕 Majma al-Zawa'id, Hadees 7722 Allah Rabbul Izzat Hum Sabko Gairat nasib farmaye,Bepardagi aur behayayi ke tamam…