Makkhi ke Parr me Bimaari aur Shifa: Islam aur Science ∗ Sawaal: Piney aur Khane ki Cheez me Makhhi Gir Jaye Tou Kya Karna Chahiye ? » Jawaab: Abu Dawood Ne Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki Hai Ki,Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:"Jab Khaane Me Makhkhi Gir Jaye Tou Uss Ko Gota (Dubana) Do- Kyun Ki Uss Ke Ek Parr(wings) Me Bimaari Hai Aur Doosre Me Shifa Hai.- Aur Usi Parr Se Apne Ko Bachati Hai Jis Me Bimaari Hai (Wahi Par Khane Me Pehle Dalti Hai…
Major Sins in Islam | Kabira Gunah in the light of… WHAT IS A MAJOR SIN ? Any Sin which falls under any one or more of the below categories is considered a Major Sin1. A Sin that is mentioned as a Major Sin in the Qur’aan or the Sahih Hadith.2. A Sin for which a Punishment is Prescribed in the Qur’aan or the Sahih Hadith in this World.3. A Sin for which a Punishment is Prescribed in the Qur’aan or the Sahih Hadith in the Hereafter.4. A Sin for which Allah or His Messenger…
Kya Quran Padhe Tou Amal Karna Padta aur Na Padhe… – Quraan Se Doori Ki Ek Intehayi Ghatiya Wajah Yeh Bhi Hai Ke - "Quraan Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Naa Padhe Tou Bach Jatey,.." Subhan’allah!! # Agar Wakay Me “Quran Ko Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Na Padhey Tou Chal Jata” Iss Usool Ko Maan Ley Tou Hume Batayiye Sabse Pahle Jannat Ka Mustahik Koun ? ... - Jaahir Si Baat Hai Kaafir Hi Jannat Ke Mustahik Hotey ,.. Wo Tou Kehetey Ke – “Aye Allah Padhna…
Islam me Naye-Naye Kamo ke Ijad karne se Bachtey Rehna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Arbaz Bin Sariyaah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, Unhoney kaha ki ek din Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Hume Namaz Padhayi, Phir Aap Humari Taraf Mutwajjah Huye aur ek Nasihat Farmayi, Usey sun kar Humari Aankho se Ansoo Jaari ho Gaye aur Dil dahal gaye, Ek Shakhs Ne Kaha - "Ya RasoolAllah ! Yeh Nasihat tou Aisi hai Jaise kisi Wida Hone Waley ki Hoti hai (Isliye) Hum ko (Khaas) Wasiyat Farmayiye" Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
Hadees: Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar… Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai jis tarah Hadees: Abdullah bin Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai jis tarah sirka Shahad ko kharab kar deta hai." 📕 Tibrani Kabeer, Hadees 10777
History of Islam in Urdu - from Adam AS to Muhammad ﷺ https://www.youtube.com/watch?v=lcccI9KXi_4 History of Islam in Urdu - from Adam AS to Muhammad ﷺ Hazrat Aadam (Alaihi Salam) se Lekar Muhammadur Rasool'Allah (ﷺ) tak Islami Tareekhi Haqaiq. Family Tree: From Adam (A.S) to Prophet Muhammad (ﷺ) | Prophet Muhammad family tree to adam. | Islamic History in Urdu, Hindi
Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Beshaq Allah Ta'ala Tumhari Suraton aur Tumhare Malon ko Nahi Dekhta Balki Tumhare Dilon aur Tumhare A'amaal ko Dekhta hai.” 📕 Sahih Muslim, Hadees : 2564
Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amaal ۞ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) farmatey hai ke: "Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal waqt par Namaz parhna aur Walidain ke saath accha sulooq (Husn-e-Sulooq) karna hai." 📕 Bukhari, Jild 4, Page 589, Hadees 7534 ♥ In'sha'Allah-Ul-Azeez ! Allah Taala hume Kehne Sun'ne se Jyada Amal Ki taufik Dey. Ameen
Ishq Love Affairs aur Mohabbat ki Haqeeqat in Islam https://www.youtube.com/watch?v=zsSipK5f-sM Islam me Ishq ki Hakikat Kya hai?, Moujuda haal me Love Afairs ki Shakl me Mohabbat ke jo Aqsaam nazar aa rahe hai uspar Shariyat ka hukm kya hai ? aayiye iske bare me tafsili jankari ke liye is Video bayan par Gour karte hai. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan kaseera Ishq Majazi In Islam, Ishq-E-Majazi, Love Marriage, Love In Islam Before Marriage, Love In Islam Before Marriage, True Love…
Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega ⭐ Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Agar kisi Shakhs ne kisi Dusre ki Izzat ya koi aur Cheez par Zulm kiya hoTou Us se Aaj hi Uss din (Qayamt) ke Aane se pahle Muaf karwa le!Jis Din na Deenar honge na Dirham balki Uska koi Nek amal hogaTou Uss Zulm ke badle Wohi le liya Jayega aur Agar koi Neik Amal uske paas nahi hoga tou Uss Mazloom (Jispar Zulm…
Islam me Aurton ka Muqaam by Sis. Amtul Mateen https://www.youtube.com/watch?v=Qv-IcK8TW8o Islam me Aurton ka Muqaam Women's Role In Islam Quran, Women's Rights Islamic Religion, Value Of A Woman In Islam, Women's Role In Early Islamic Society, Women's Rights In Islam Marriage.
Akhirat Ki Kamiyabi - Iman aur Nek Amal Allah Rabbul Izzat Qur’an Kareem mein farmate hain: “Zamane Ki Qasam! Insan Dar-Haqiqat ghate mein hai, siwaye un logon ke jo iman laaye aur nek amal karte rahe aur ek dusre ko haq ki naseehat aur sabr ki talkeen karte rahe.”– (Surah Asr: Ayat 1-3) Is ayat mein Allah Ta’ala humein ye naseehat de rahe hain ke Aakhirat mein kamiyabi ke liye iman aur nek amal dono zaruri hain. Aayiye, is post mein in dono ka tafseeli zikr karte hain.…
Jisko Amal piche karde uska Nasab usey Aage nahi kar sakta Jisko Amal piche karde uska Nasab usey Aage nahi kar sakta Ek doosre ki pehchan aur ek doosre ka ta’arruf ho isliye Allah ﷻ ne insano ko mukhtalif ansaab (khandano) me baant diya hai. Agar koi Shakhs Iman na laye, Naik Amal na kare, Roza, Namaz ki pabandi na kare aur kahe ke mai Aala Nasab (Khandan) ka hu, Mai Quraishi/Sayyed Khandan se ta’alluq rakhta hun tab bhi uska ye kehna Allah ke yahan usey koi fayda pohchane wala nahi. Allah ke samne koi ye uzr nahi pesh kar…
Islam me Aurto Ke Adhikar - Women's Right in Islam https://www.youtube.com/watch?v=G9CHdvWwzQ0 Womens right in islam Islam me Naari Ke Adhikar, women's rights in islam , women's rights in quran, women's rights in islam over husband, women's rights in islam marriage, women's role in islam, status of women in islam islam me istri ke adhikar, islam aur aurat ke adhikar, islam mein khawateen ke huqooq, Aurat ka haq aur islam, islamic law about women, aurat ka kanooni siyasi taleemi haq, political right of women in islam, educational right of women in islam,…