Allah Ta’ala se Qareeb karne wale Aamal Allah Ta’ala se Qareeb karne wale Aamal ۞ Hadees: Hazrate Samrah (R.A.) ne farmaya, Hum Darbaar-e-Nabuwat (ﷺ) me haazir they ke, Ek Shakhs haazir hua aur arz kiya “Ya Rasool'Allah (ﷺ) ! Allah Ta’ala ke Qareeb tar Aamal kya hain?…
Qayamat me RasoolAllah ﷺ ke Sabse Qareeb… Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Tum me se mujhe sab se zyada Mehboob aur Qayamat wale din mere sab se zyada Qareeb wo log honge Jo tum me se Akhlaaq me sab se…
Dua Ibadat Hai ~ Allah ka farman hai… Dua Ibadat Hai Hadees: Numan Ibn Bashir (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Dua hi tou Ibadat hai," phir Aap (ﷺ) ne "Surah (40) Momin" ki Aayat 60 tilawat farmayi, "Tumhare Parwardigar ne farmaya ke mujhe…
Jab Log 4 Kism ke Gunaaho me mulawwis honge ✦ Mafhum-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai – 1). Kisi Qoum me Behayayi is Qadar Fayl jaye ke wo Khullam Khulla iska irtiqaab shuru kar dey tou Allah inko Tawoon(Epidemic Disease) ki Bimaar me mulawwis kar deta…
Islamic Quiz 324 : RasoolAllah ﷺ ne… Islamic Quiz 324 : RasoolAllah ﷺ ne farmaya “iman simat kar ………….. mein is tarah aa jayega jaise saanp simat kar bil mein aa jata hai”
Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi… ✦ Hadith : Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge RasoolAllah (Sallallahu Alalhi Wasallam) ne farmaya: "Namaz teen hisso mein taqseem hai Pakeezgi ek tihayee hai aur ruku ek tihayee hai aur sajde ek tihayee…
Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne irshad farmaya: "Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti…