۞ Hadees : Abu Hurerah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
‘Jab Kisiko Chheenk Aaye tou “Alahmdulillah” Kahe aur Uske Jawab me Uska Bhai ya sath wala Cheenkne wale ko “Ya-Reham’kallah” kahe’ tou Cheekne wala Uske Jawab me ye kahe “Yah-Di-Kumullah-Wa-Yuslihu-Wa-L-Kum” ‘
*Alahmdulillah: Allah ka Shukr hai. *Ya-Reham’kallah: Allah Tum par reham kare. *Yah-Di-Kumullah-Wa-Yuslihu-Wa-L-Kum: Allah Aapko Hidayat dey aur Aapki Islah farmaye.
Iman par Isteqamat ki Dua (Qurani Dua) ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ Iman par Isteqamat ki Dua (Qurani Dua) رَبَّنَا لاَ تُزِغْ قُلُوبَنَا بَعْدَ إِذْ هَدَيْتَنَا وَهَبْ لَنَا مِن لَّدُنكَ رَحْمَةً إِنَّكَ أَنتَ الْوَهَّابُ "Rabbana la tuzigh quloobana ba'da idh hadaytana wa hab lana milladunka rahmah innaka antal Wahhab" - (Surah Aale Imran; 3:8) ✦ इमांन पर इस्तेक़ामत की दुआ (हिंदी तर्जुमा) ✦ "हमारे रब! जब तू हमें सीधे मार्ग पर लगा चुका है, तो इसके पश्चात हमारे दिलों में टेढ़ न पैदा कर और हमें अपने पास से…
Mareez ki Shifa ke liye Dua Mareez ki Shifa ke liye Dua: As’alullah Al-‘Azeem Rabbal ‘Arshil ‘Azeem an Yashfik अस्सलुल्लाहल अज़ीम, रब्बल अर्शिल अज़ीम, ऐ श्फीयक.
7 (Saat) Aise Azkar Jinka Jawab "Allah Ta'ala" Khud Deta Hai ✦ Mahfum-e-Hadees: Anas (Razi Allahu Anhu) se riwayat hai ek Aairabi Sahabi (Bedouin) RasoolAllah (ﷺ) ke paas aaya aur kahne laga "Ya RasoolAllah (ﷺ) Mujhe khair (wale Kalimat) seekha dijiye. RasoolAllah (ﷺ) ne uska Hath pakad kar farmaya kaho "Subhanallah Walhamdulillah Wala Ilaha Illallah Wallahu Akbar" Uss Aarabi ne in kalimat ko apni Ungliyoh par Geena aur sochta hua chala gaya phir wapas palta tou RasoolAllah (ﷺ) Muskurane lage aur Uss se farmaya "Tum kyu ek Naummeed shakhs ki tarha…
Ghar se Nikalne ki Dua Ghar se Nikalne ki Dua | घर से निकलते समय की दुआ - What to say when leaving the home | Dua : Bismil-lah, tawakkaltu AAalal-lah, wala hawla wala quwwata illa billah
Jazak Allahu Khairan ka Matlab aur Iska Jawab (Roman… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Jazak Allahu Khairan" एक बहुत ही प्यारा इस्लामी जुमला है, जो शुक्रिया अदा करने का सुन्नती तरीका है। लेकिन इसका सही मतलब और जवाब बहुत से लोगों को नहीं पता होता। ✅ JazakAllah Ka Matlab (Meaning in Roman Urdu) "Jazaa" एक अरबी लफ्ज़ है जिसका मतलब "इनाम या सज़ा" दोनों हो सकता है। इसलिए अकेले "JazakAllah" कहना मुकम्मल नहीं माना जाता, क्योंकि इसका मतलब ये भी हो सकता है:👉 "Allah aapko saza de ya sawab de." 🟢…
Dua ka Tarika, uske Conditions aur Fazilat by Adv Faiz Sayed https://www.youtube.com/watch?v=3txNdapMNZA Dua ki Ahmiyat aur Fazilat, Tarika Aajkal humare muashre me Dua ke talluk se beshumar galatefehmiya paayi jati hai ke Allah humari dua nahi saunta, meri to dua kabhi kabool hi nahi hoti, fala aur fala. tou aaiye dua ke kya aadaab (conditions) hotey hai, Dua kaisi mangi jaye, kin mouko par dua jaldi qabool hoti hai,, iske talluk se tafseeli jankari ke liye is video ka muatala karta hai. Baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me…
Allah se Madad ki Dua - Aye Allah ! tera Inkar… Allah se Madad ki Dua - Quran e Kareem me Allah Taala ne jo hume Madad Mangne ki Dua sikhayi - Aye Allah ! tera Inkar karnewalo ke Muqable me humari madad farma ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah se Madad ki Dua in Arabic ربَّنَا اغْفِرْ لَنَا ذُنُوبَنَا وَإِسْرَافَنَا فِي أَمْرِنَا وَثَبِّتْ أَقْدَامَنَا وانصُرْنَا عَلَى الْقَوْمِ الْكَافِرِينَِ Allah se Madad ki Dua in Roman English "Rabbana-ghfir lana dhunuubana wa israfana fi amrina wa thabbit aqdamana wansurna 'alal qawmil kafireen" Allah se…
Qurani Dua-12 - Aye Allah! Hume Haq ki Gawahi dene… Aye Allah! Hume Haq ki Gawahi dene walo me likh le Bismillah-Hirrahman-Nirrahim رَبَّنَا آمَنَّا بِمَا أَنزَلَتْ وَاتَّبَعْنَا الرَّسُولَ فَاكْتُبْنَا مَعَ الشَّاهِدِينَِ Rabbana amanna bima anzalta wattaba 'nar-Rusula fak-tubna ma'ash-Shahideen ‟ Aye Humare Rab! Jo kuch tuney nazil kiya hum us par iman laye aur humne tere Rasool ki pairvi ikhteyar kar li, bas tu hume (haq ki) Gawahi dene walo me likh le [3:53] ‟ हमारे रब! तूने जो कुछ उतारा है, हम उसपर ईमान लाए और इस रसूल का…
Rabbish Rahli Sadri Dua : Aye Allah ! Mere kaam ko… Dua for Confidence ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ رَبِّ اشْرَحْ لِي صَدْرِي وَيَسِّرْ لِي أَمْرِي وَاحْلُلْ عُقْدَةً مِنْ لِسَانِي يَفْقَهُوا قَوْلِي "Rabbish Rahli Sadri Wa Yassirli Amri Wah Lul Uqdatan Min Lisaani, Yaf Kahu Kauli" 📕 Al-Quran; Surah Taha 20:25-28 Tarjuma: ‟ Aye mere Rab! tu mere liye mera seena khol dey aur isey risalat ka wajan sehne ke liye faila dey, aur mere kaam ko mere liye aasan kar dey, aur meri zubaan ki giroh ko khol dey taaki log meri baat ko…
Islamic Sawal Jawab Episode 14 | #UENQUIZ Welcome to the 14th Episode of Islamic Quiz in Hindi 1. Dunia me sabse pehla Qatl kiska hua? 2. Kisi ka Janaza dekho to kya kiya jaye? 3. Kisi Ki Zameen Agar Ek Baalisht bhar bhi Zulm se Le li jaye, Toh Aise Shakhs ko Kya Azaab Hoga? 4. Inmein se Quran ki kaunsi surah mein Yajuj Majuj ka zikr aaya hai? 5. Qayamat ke Qareeb Shaitan ka Sing kis mukaam se niklega? 6. inmein se koun jannat mein kabhi…
Hasad kya hai aur Hasad se Bachne ki Dua ۞ Hasad ka Taruf | Hasad kise Kehte hai ? "Kisi Ko Khaata-Peeta Ya Falta-Foolta dekh kar Dil me Jalna aur Uski Neymato ke Zawaal (Khatam Hone) ki Tamanna Karna iss Kharab Aadat ka naam Hasad hai." ✦ Hasad Bahut hi kharab aadat aur Nihaayat hi buri bala hai, Gunaah-e-Azeem hai. Hasad karne waale Ki saari zindagi Jalan aur Ghutan ki Aag me jalti rehti hai aur Ussey Chain wa Sukoon kabhi Naseeb nahi hota. 📕 Ahyaaul Uloom Jild-3, Safa-187…
Roza Iftar ki Dawat denewalo ke liye Dua ✦ Mafhum-e-Hadees: Abdullah bin Zubair (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne Muadh (RaziAllahu Anhu) ke wahan Roza Iftar kiya tou (Unko ye) Dua di ❝Aftara Indakumus-Saimun, Wa Akala Taamakumul-Abrar, Wa Sallat Alaikumul- Malaikah ❞〘Rozedar tumharey yahan iftar karey, nek log tumhara khana khaye aur farishtey tumharey liye dua karey〙 - Sunan Ibn Majah, Hadith 1747-Sahih For more Islamic messages kindly download our Mobile App [post-content id="46102"]
Azan ka jawab | Azan ke Azkar aur Jawab ۞ Hadees: Farmane Mustafa (ﷺ) hai ke, "Jab Moazzin ko Azan kehte Suno tou jo wo kehta hai tum bhi kaho (Yaani Azan ka Jawab do)." 📕 Sunan Ibne Majah, Hadees 718 Azan ka Jawab Iss Tarah Dey. Azan : Allahhu Akbar, Allahu AkbarJawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar Azan : Allahhu Akbar, Allahu AkbarJawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar Azan : Ash Hadu Al Lailaha IllallahJawab : Ash Hadu Al Lailaha Illallah Azan : Ash Hadu Al Lailaha IllallahJawab…
Please give search option
*Yah-Di-Kumullah-Wa-Yuslihu-Wa-L-Kum: Allah Aapko Hidayat dey aur Aapki Islah farmaye.
There is a mistake in english translation of Sneezing Dua
In last “Ba-L-Kum” is right word instead of you have written.
Good. You found a big mistake