Aurat ka Tanha Safar aur Mehram ki Ahmiyat Aurat Mard ke bich Teesra Shaitan hota hai RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke: "Khabardar! Jab bhi koi Mard kisi Aurat ke sath Khilwat (tanhaayi) me hota hai to Unke sath teesra Shaitaan hota hai." 📕 Jame Tirmizi, Hadees 2165, 📕 Sunan Tirmizi, Hadees 1171 Hargiz Tanha Nahi hoga Koi Mard kisi Aurat ke Saath Hazrate Amr (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke – “Hargiz Tanha nahi Hoga koi Mard kisi aurat ke Saath! Magar hota hai Unme teesra…
Agar Tumhare Zariye Ek bhi Aadmi ko Hidayat mil jaye tou ... Hadees of the Day Agar Tumhare Zariye Ek bhi Aadmi ko Hidayat mil jaye Hazrate Ali (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Allah ki Qasam! agar tumhare Zariye ek bhi Aadmi ko Hidayat mil jaye tou wo Tumhare liye Surkh Untoun (Camel) se behtar hai." 📕 Muslim, Hadees 2406 Surkh Unthon ki Naslo me se sabse behtareen Nasl hai, aur Allah Uss Bandey se jyada raazi hota hai Jo Logon Me Awaam me hidayat ki Dawat deta hai,…
Haiz aur Nifas Wali Aurat ke liye Roze ka Kya Hukm… Kya Girls period ke samay roja ho sakta hai, agar roze me period aaye to kya kare ? https://www.youtube.com/watch?v=Wzli16mW_5o Agar Roze me period aaye to kya kare? Agar roze me period aaye to kya kare, does water fasting affect menstrual cycle?, intermittent fasting and menstruation, does intermittent fasting affect periods, can fasting cause early period, fasting while on your period christian, ramadan period rules, effects of fasting during menstruation.
Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees (Roman Urdu) Abdul Rahman (R.A) se riwayat hai ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya: "Jis shakhs ki fikr sirf duniya ho, Allah Ta’ala uske kaam me pareshani daal deta hai. Uski muflisi (ghurbat) dono aankhon ke darmiyan kar deta hai. Aur duniya usko sirf utni hi milti hai jitni uski taqdeer me likhi hoti hai. Lekin jiski niyat aakhirat ki taraf ho, Allah Ta’ala uske sab kaam durust kar deta hai. Uske dil me be-parwahi daal deta hai.…
Agar tumhare paas 4 Cheezein ho tou Agar tumhare paas 4 Cheezein ho tou Abdullah bin Amr (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝ Agar Tumhare paas 4 Cheezein ho tou duniya ki kisi cheez ke na hone ka afsos nahi hoga: 1) Amanat ki Hifazat, 2) Baat me Sachhai, 3) Achchi Aadate, 4) Pakeeza Rozi.❞ 📕 Shoaib Ul Iman, Hadees 5258
Mangne wale ko jhidka na karo (Agar ho tou do warna… ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ ‟ Mangne wale ko jhidka na karo (Agar ho tou do warna bhali baat kaho). ‟ मांगने वाले को झिड़का न करो (अगर हो तो दे दो वरना भली बात कहो)। ‟ मांगण्याराला हाकळवु नका (होत असेल तर द्या अथवा चांगले शब्द बोला). ‟ And do not rebuke the beggar. - (Al-Quran; Surah Zuha 93:10)
Wo Mushrik kehlaye is Amal par tou Hum Momin kaise ? Wo Mushrik kehlaye is Amal par tou Hum Momin kaise ? Mushrikane Makka ki Asal jo Kamjori thi, Asal Jo Unka Shirk tha Wo Tauhid Al-Ibada thi, Ibadat me wo Allah ke siwa Dusro ko bhi Shareek kiya karte they. Yahi Asal Shirk tha Unka Jiske Liye wo Qayamat tak ke liye Mushrikeen kehlaye. Hala ke wo bhi Allah ko Rab mantey they. Aur Allah Ta'ala ne Quraan ki chand Ayato me Inka Akeeda bayan kiya aur farmaya ke -…
Hadees: Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad… Hadith: 6-June: ✦ Roman Urdu: Abu Ayyub (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad Shawaal ke 6 Roze rakhe tou goya is ne poore saal ke roze rakhe." ✦ हिंदी हदिस: अबू अयूब (र.अ) से रिवायत है के, अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमाया: " जिसने रमज़ान के रोज़े रखे और इस के बाद शवाल के 6 रोज़े रखे तो गोया इस ने पूरे साल…
Namaz chut jaye to kya kare Hadees ki roshni mein Kisi wajah se agar Namaz chut jaye to kya kare janiye Hadees ki roshni mein Namaz padhna bhool jaye aur Waqt Nikal Jaye tou kya kare ۞ Hadees: Hazrate Anas (R.A.) riwayat karte hain ke RasoolAllah ﷺ ne farmaya: "Jo Shakhs Namaz bhool jaye (ya so jaye) toh us ka kaffara iske siwa koi nahi ke jis waqt usey yaad aaye us Namaz ko padh le." 📕 Sahih al Bukhari, Hadees 597, Sahih Muslim: al Masaajid, 684 TAFSEER: 👆 Is hadith ki Tafseer me…
Ramadan Day 11 | Khajur se Iftar kare aur Khajur na… Ramadan Quotes: 11th Ramzan ✦ Roman Urdu Hadees: Salman-Bin-Amr (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:"Jab Tum me se koi Roza Iftar karne lage tou Khajur se Iftar kare aur agar Khajur na miley tou Paani se kare, Kyunki Paani Paak karne waala hai." [Sunan Ibn Majah 1699-Sahih]
Jab Kapda Pehno Ya Wuzu karo tou apne Daahine se Shuru karo ۞ Hadees: Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ki, Unhone kaha ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki : "Jab Kapda Pehno Ya Wuzu karo tou apne Daahine se Shuru karo." 📕 Sunan Abi Dawud, Hadees 4141
Agar Tum Mout ki Raftar ko Dekh Lete tou ... Agar Tum Mout ki Raftar ko Dekh Lete Hazrate Ali (R.A) ka Mashoor aur maruf qoul hai ke - "Agar Tum Mout Ki Raftar Ko Dekh Lete Tou Tum Zaroor Ummeedo Aur Umango Se Nafrat Karte. Aur Hargiz Inn Me Maghroor Na Hote.." 📕 Bujurgo ke Aqwaal