✦ Hadees: Sabse Acche Musalman ki pehchan
Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke,
Kuch Sahaba ne poocha
ya RasoolAllah (ﷺ) ! koun sa Islam afzal hai?
(Yaani sabse acha Musalman koun hai)
Tou Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“Woh Musalman Jis ke Zubaan aur Haath se
Dusre Musalman Mehfuz ho.”
📕 Sahih Bukhari: 11
✦ हिंदी हदिस : सबसे अच्छे मुसलमान की पेहचान
अबू मूसा (र.अ) से रिवायत है के, कुछ सहाबा ने पूछा,
या रसूल अल्लाह ﷺ ! कौन सा इस्लाम अफज़ल है
(यानि सबसे अच्छा मुसलमान कौन है)
तो नबी-ऐ-करीम ﷺ ने फ़रमाया:
“वो मुसलमान जिसके जुबान और हाथ से दुसरे मुसलमान महफूज़ हो”
📕 सहीह अल बुखारी, 11
✦ Hadith : Who is very good Muslim?
Narrated by Abu Musa (R.A),
Some people asked Allah’s Messenger (ﷺ),
“Whose Islam is the best? i.e. (Who is a very good Muslim)?”
Prophet (ﷺ) replied,
“One who avoids harming the Muslims with his tongue and hands.”
📕 Sahih Bukhari: 11
Related Posts:
- Islamic Quiz 205 : Saari Makhlooq mein sab… Saari Makhlooq mein sab se Boore Log Koun hai? | Options Are: A. Zaani, B. Bakheel, C. Qabro Par Masjid Banane Wale
- Islamic Quiz 297 : Jab koi Musalman Ek… Jab koi Musalman Ek Neki karta hai toh usko maximum kitni Neki ka Sawab milta hai ? | Options Are: A. 7, B. 70, C. 700, D. 7000
- Islamic Quiz 221 : Sabse jyada Izzat kis… Islamic Quiz 221 : Sabse jyada Izzat kis Musalman ki hai? | Options Are: A. Arab ke Musalman, B. Misr ke Musalman, C. Turki ke Muslaman, D. Taqwe wale Musalman
- Islamic Quiz 304 : Jab ek Musalman kisi… Jab ek Musalman kisi dusre Musalman se juda ho toh usko kya kahna chahiye?
- Har Cheez ke saath accha tareeqa ikhteyar kare Har Cheez ke saath accha tareeqa ikhteyar kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Allah Taala ne Har cheez ke saath accha tareeqa ikhteyaar karnaZaroori qaraar diya hai.” 📕 Sahih Muslim, Hadees 1955 (5055)
- Budhapa Musalman ka Noor hai ✦ Hadees: Budhapa Musalman ka Noor Hai Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne “Safaid Baalo ko Nikaalney se Manaa farmaya hai,Aur farmaya “Ye Budhapa Musalman ka Noor hai.” [ Tirmizi; Hadees. 2821 ]
- Jab koi Musalman dua karta hai to Allah 3… Hadith: Jab koi Musalman dua karta hai to Allah 3 me se ek ataa karta hain ✦ RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya : “Jab koi Musalman aisee dua karta hain jis mein gunah aur Qata rehami na ho to…
- ۞ Hadees: Buzurg Musalman ki Izzat karna… ۞ Hadees: Hazrat Abu Musa Ashari (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah )SallAllahu Alaihi wasallam) ne farmaya: “Allah Subhanahu ki tazeem ka hissa ye bhi hai ki Safaid baalo wale Musalman (yaani Buzurg) ki Izzat ki jaye aur Quran…
- Sayyidul Istighfar : Allah se Magfirat… “Allahumma Anta Rabbi La Ilaha Illa Anta, Anta Khalaqtani Wa Ana Abduka, Wa Ana ‘Ala Ahdika Wa Wa’dika Mastata’tu, A’udhu Bika Min Sharri Ma Sana’tu, Abu’u Laka Bini’matika ‘Alaiya, Wa Abu Laka Bidhanbi Faghfirli Innahu La Yaghfiru Adhdhunuba Illa Anta.”…