Islamic Quiz 255
Quran Kareem mein Surah An Nisa hai, ismein An Nisa ka matlab kya hota hai ?
Options Are 👇
Contents
A. Aurtein
B. Mard
C. Bacche
D. Farishte
Sahih jawab hai : Option ( A )
✅ Aurtein
Surah An-Nisa Quran ki 4th surah hai aur iska matlab hota hai “Aurtein“. Is surah mein Aurton ke Huqooq, Nikah, Talaq, Wirasat aur Maal ki Hifazat jaise mouju par insaniyat ki rehnumayi ki gayi hai.
Allah Rabbul izzat hume kehne sunne se jyada amal ki taufik de. Ameen.