Har Nafs ko Mout ka Maza chakhna hai (… Kullu Nafsin Zaikatul Mout ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Quran-e-Majid me farmata hai: ❝ Har jaandar ko mout ka mazaa chakhna hai (Kullu Nafsin Zaikatul mout) aur tumhe Qayamat ke din purey purey badley milenge, phir jo koi Dozakh…
Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi… ♥ Mafhum-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal aur Shakal aur Surat me Uss se Badhkar hai tou…
Jab 3 Shakhs saath baithey ho tou 2 shakhs… Jab 3 Shakhs saath baithey ho tou Abdullah (R.A) se riwayat hai ke Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "jab Teen shaksh saath ho to teesre Shakhs ko chor kar Do log aapas me Kaanafusi (chupke se baat) na karey."…
Jab Mousiqui (Music Instruments) aam ho Jayegi ✦ Mafhum-e-Hadith: Abu Malik Ash’ari (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Karem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai ke: ❝Aakhri Zamane me logon ko Zameen me Dhansa diya jayega, Unpar pattharo ki barish ki jayegi aur unki Shaqle mask (Mita) kar di…
Khwaab mein Aisi Cheez ko Dekhne ka Daawa… Sabse Badtareen Jhoot hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Sabse Badtareen Jhoot Yeh hai ki Insaan Khwaab mein Aisi Cheez ko Dekhne ka Daawa kare Jo Uski Aankhon ne na Dekhi Ho." 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 7043
Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab… Ek Aisa Zamana bhi Aayega jab koi Sadqa nahi lega Hadees: Haritha Bin Wahab (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki - "Sadqa Karo! Ek aisa Zamana bhi Tum par aane wala hai, Jab Ek Shakhs apne…
Nafs pe Kabu Paane ki Dua 〘 Auzu Billaahi Minash Shaitaanir Rajim - Bismillahir Rahmaanir Raheem 〙 ✦ Dua: Nafs pe Kabu Paane ki ❝ Allahumma Rahmataka Arju Fala Takilni ila nafsi tarfata Aynin wa aslih li sha'ni kullahu, La ilaha ila anta ❞ ✦ Tarjuma: …
Beparda Baaligh Aurton ki Dua qubool nahi… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Beparda Baaligh Aurton ki Dua qubool nahi hoti RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke, "Allah Ta'ala tab taq unn Baaligh Aurton ki Dua qubool nahi karta, jab taq wo Hijab (parda) ekhtiyar na kar le." 📕 Abu Dawood,…
Jab Banda-e-Momin Wazu Karta Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ‘Jis waqt Banda-e-Momin Wuzu shuru karta hai, phir kulli karta hai tou is ke mun’h ke Gunah nikal (jhad) jate hain. Phir jis waqt Naak Jhaadta hai is ke Naak ke Gunah nikal jaate…