Allah Taala Bure khayalat muaf kar deta… Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Allah Taala ne Meri Ummat ko Bure Khayalaat ki Had tak Muaf kiya hai jab tak Us par Amal na kare ya Usey Zubaan se ada na kare." 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 5269
Quran Se Faal Kholna Kaisa Hai by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=HpbPnLPEhJ8 Quran se faal nikalna kaisa hai? islam me faal kholna kaisa hai, faal kholne ka gunaah, does tarot card permitted in islam ? fortune telling in islam hadith, Islam and fortune telling, quran se faal nikalna
Juma ke Khutbe ke dauran Tahiyatul Masjid… Hadees of the Day | Jumuah Series Aksar dekha jata hai ke Juma ke din jab Imam Khudba de rahe hote hai to kayi log aate hi Namaz padhne lag jaate hai, to kya ye amal durust hai. aayiye aahadees…
Gunah kar ke fakhr se batana kaisa hai? Gunah kar ke fakhr se batana kaisa hai? Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Meri ummat ke tamam logo ke Gunaah Allah bakhsh dega, siwaye un logo ke jo Gunaah karke logo ko fakhr se bataayen ki humne ye Gunah…
Ludo khelna Kaisa | Hadees about playing… Hadees of the Day Hadees about playing ludo is Haram RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jis Shaqs ne Chausar (Ludo / All Dice Games) khela, goya usne apne Haathon ko Khinzeer (Pig) ke Khoon aur Gosht se Rang liya." 📕 Sahih…
Hadees: Allah jab kisi Qaum par Azab nazil… Unn Fitno se bacho jo khaas Zalimon par hi nahi ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Tum un fitno se bachte raho jo tum mein se khaas Zalimon par hi nahi padhega aur jaan lo ki beshaq ALLAH subhanhu sakht azab karne wala…
Tanhaai bure sathi se behtar hai aur nek… Tanhaai bure sathi se behtar hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Tanhaai bure saathi se behtar hai aur nek saathi behtar hai tanhaai se." 📕 Shoaib Ul Iman, Hadess: 4993
Har taraf phaili hui Qatlo Garat giri me… Har taraf phaili hui Qatlo Garat giri me ibadat karna kaisa? Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai: "Har Taraf Phaili hui Qatl-o-Ghaarat giri mein Ibaadat karna Meri taraf Hijrat Karne ki tarah hai." 📕 Sahih Muslim, Hadees: 2948 (7400)
Poore Gharwalo ki Taraf se ek hi Qurbani… Poore Gharwalo ki Taraf se ek hi Qurbani karna kaisa hai? Hadees: Hazrat Abu Ayyub Ansari (R.A) farmate hain: "Nabi ﷺ Ke Zamane Mein Aadmi Apni Taraf se aur Apne Ghar Walon ki Taraf se Ek Bakri ki Qurbani karta…