Agar Puri Duniya Bhi Tumhe Nafa Pohchana… Agar Puri Duniya Bhi Tumhe Nafa Pohchana Chahe to Nahi Pohcha sakta Abdullah Ibn Aabbas (R.A) farmatey hai ke (Mere Bachpan me) Mai ek Martaba Aap (ﷺ) ke Sath Unth ke pichey Baitha tha, Tab Aap (ﷺ) ne Mujhe kuch…
Sab Rozo me Afzal Ramzan ke Baad Muharram… Muharram ke Roze ki Fazilat Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya "Sab Rozo me Afzal Ramzan ke baad Muharram ke Roze hain, Jo Allah ka Mahina hai aur Baad Namaz-e-Farz ke Tahajjud ki Namaz hai."…
Allah ke Nazdeek Sabse Pyari aur Boori… Allah ke Nazdeek Sabse Pyari Jagah aur Boori Jagah Allah Ke Rasool (ﷺ) farmate hai: "Allah ke Nazdeek Saari Aabadiyo me Sabse Pyari Jagah Uski Masjide hai aur Sabse Boori Jagah Bazar hai." 📕 Sahih Muslim; Hadees: 671 Beshaq Allah…
Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati…
Allah ko chorrkar Jin logo ki tum… ❝Isme koi Shaq nahi ki Allah ko chorrkar Jin logo ki tum parastish karte ho woh tumhari rozi ka Ikhtiyar nahi rakhte.❞ 📕 Surah Ankabut 29:17
Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129
Jo log Sood khate hai woh Qayamat me pagal… Jo log Sood khate hai woh Qayamat me pagal ho kar uthenege Allah Taala Quran me farmata hai: "Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou uss Shakhs ki tarah uthenge, jisey shaitan ne chhu kar pagal bana…
Allah Taala us Insan ki Doulat ko kum kar deta hai Allah Taala us Insan ki Doulat ko kum kar deta hai Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Jo Shakhs Maal wa Doulat badhaane ke Liye maangna shuru karta hai, to Allah Taala us ki…
Allah Taala Bure khayalat muaf kar deta… Allah Taala Bure khayalat muaf kar deta hai jabtak amal na kiya jaye Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Allah Taala ne Meri Ummat ko Bure Khayalaat ki Had tak Muaf kiya hai jab tak Us par Amal na kare…
Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat… Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat me ijafa karta hai ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Sadqe ne maal me kabhi koi kami nahi ki aur Muaf Karne se Allah…
Kaamil imaan waale woh log hain jin ke… Kaamil imaan waale woh log hain jin ke Akhlaaq sab se acchhe hain Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Kaamil imaan waale woh log hain, jin ke akhlaaq sab se achchhe hain…
Behtareen Akhlaaq wala sab se Kamil Momin hai ❝ Behtareen Akhlaaq wala sab se Kamil Momin hai aur Tum me behtar woh hai Jo apni Aurto ke Haq me Acchey hai.❞ Roman Urdu: Hadis-e-Nabwi ﷺ Tirmizi, Jild: 1, Page: 595 ❝ बेहतरीन अखलाख वाला सबसे कामिल मोमिन है…
Allah ke Nazdeek Sabse Napasandida Jagah Bazaar Allah ke Nazdeek Sabse Napasandida Jagah Bazaar Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: "Allah ke Nazdeek (insani) Aabadiyon ka sabse Napasand Hissa unke Bazaar hai." 📕 Sahih Muslim, Hadees: 671 (1528)
Hadith: Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar… Hadith: 5-April: Talha (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar karta hai, Allah Taala usko Izzat wa sarbulandi ata karta hai. -Musnad al-Bazzar 946
Al-Quran: Aye Momino! tum sab Allah ke… Sab Allah ke saamne taubah karo "Aye Momino! tum sab Allah ke saamne Taubah karo; taake tumhein kaamyaabi Naseeb ho." 📕 Surah An-Noor 24:31
Related Posts: