♫ Quran ki Aayat ko Mobile se Delete karna kya Qayamat ki Nishani Hai ?
Aksar ye baat sunne ko milti hai ke Quran ki ayat ko mobile se jo delete kiya jata hai wo Qayamat ki nishani hai,.. kya Wakay me ye baat Qurano Sunnat se sabit hai ya sahaba ke kisi Aqwal se mail khata hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera,..
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
Zubaan (Languages) ka Ikhtelaaf Allah Ki… Aaj hum sab dekh rahe hain ki zubaan (languages) ke naam par kitne fitney paida ho rahe hain: Mulk tode jaate hain zubaan ke naam par. Falaah zubaan bolne wale unche aur falaah zubaan bolne wale niche samjhe jaate hain.…
Islamic Quiz 267 : Quran mein ek surah hai… Quran mein ek surah hai Surah Naba, ismein Naba ka matlab kya hota hai? | Options Are: A. Aam Khabar, B. Acchi Khabar, C. Badi Khabar, D. Buri Khabar
Islamic Quiz 301 : Agar Kisi cheez ko Aad… Agar Kisi cheez ko Aad (sutra) bana kar Namaz padh rahe ho phir bhi Koi bich me se Guzarne ki koshish karey toh kya karna chahiye ? | A). Namaz tod kar phir se parhni chahiye, B). Namaz Mukammal karke…
Halaqat Ka Bhawar Na'haq Khoon Karna Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Koi Kisi Momeen Ko Jaan Boojh Kar (Intentionally) Qatl Karey Uski Saza Dojakh Hai Jismein Wo Hamesha Rahega Uss Par Allah Ka Ghazab Aur Uski Lanat Hai Aur Allah Ne Uskey Liye Bada Azaab…
Jiski Buniyad Shariyat me Nahi Aisa Kaam… Roman Urduहिंदी Hazrate Ayishah (RaziAllahu Anha) se riwayat hain ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Jisne Deen mein koyi aisa kaam kiya jiski buniyaad shari’at mein nahi wo kaam Mardood hai." - (Sunan Ibn Majah Hadees 14) ✦ Wajahat: Maslan wo…
Islamic Quiz 153 : Qayamat ki Sabse Pehli… Qayamat ki Sabse Pehli aur Badi Nishani kya hai? | Options are: A. Dajjal ka Aana, B. Zina Khule Aam Hona, C. Aurat ka Khushbo Laga kar Baher Nikalna, D. Suraj Ka Maghrib se Tuloo Hona