Islamic Quiz – 61
✦ Sawal: Wo koun log hai Jo Nabi ﷺ ke Zikr pe Aapke Naam ke sath Durud na bhi padhe tou Muaf hai ? • Options are: A). Qawwal B). Naatkhwan C). Shayar D). Koi Nahi Get Answer
Browsing category
islamic quiz, islamic quiz questions, islamic quiz questions and answers, islam quiz, islamic quiz in urdu, quran quiz, islamic questions and answers in urdu, islamic questions and answers, islamic questions, islamic games, islamic quiz for kids, islamic history quiz, islamic questions for kids, islamic quiz questions and answers in english, islamic quiz questions for adults, islamic questions and answers for kids, islamic knowledge quiz, quiz islam, islamic knowledge questions and answers, muslim quiz, islamic questions and answers quiz, islamic quiz questions and answers in urdu, quran quiz questions and answers, islamic quiz and answers, islamic quiz for children, quiz on islam, islamic quiz with answers, quran quiz questions, islamic quiz in english, islamic quiz quran, islamic quiz questions answers, islam test, islamic quiz prophets, islamic puzzles, islamic quiz in hindi, islamic question and answer in hindi, islamic questions and answers in english, islamic kids games, islamic quiz games,
✦ Sawal: Wo koun log hai Jo Nabi ﷺ ke Zikr pe Aapke Naam ke sath Durud na bhi padhe tou Muaf hai ? • Options are: A). Qawwal B). Naatkhwan C). Shayar D). Koi Nahi Get Answer
# Sawal: Quran ke mutabik Inme se kis cheez ke bagair Aakhirat ki Kamiyabi mumkin nahi ? • Options are – A). Taqleed (Blind Belief) B). Iman aur Nek Amal C). Dusro Ki Nekiya D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
# Sawal: Quran ke Nuzul ka asal Maksad Kya hai ? • Options are – A). Khair-o-Barqat B). Hidayat C). Esaale Sawab D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
# Sawal: Kis Alfaaz ke bhool se Naa kehne ke Sabab Aap (Salallaho Alaihi Wasallam) par ek arse tak wahi ka silsila band raha ? • Options are – A). Subhan’Allah B). In’sha’Allah C). Alahamdulillah D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
# Sawal: In me se kounsa Amal Riya yaani shirk e azgar hai? • Options are – A). Acche Kapde Pehan’na B). Acha Khana Khana C). Haji Ka Laqab Lagana D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
# Sawal:Aahadees ke Mutabik Ek Musalmaan Ka Dusre Musalman se Rishte ki Misal Kya Hai ? • Options are – A). Dost B). Deewar C). Aayina D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
# Sawal: Wo konsi Neymat hai Jo bande ko mil jaye tou uska aadha Iman mukammil ho jaye ? • Options are – A). Accha Padosi B). Nek Dost C). Nek Biwi D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
# Sawal: Momino ko Sabse Jyada Mohabbat Kis se Hoti Hai ? • Options are – A). Allah se B). Ambiya Alaihi Salam se C). WaliAllaho Se D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
#Sawal: Tay Kiya hua Mahr Agar Shohar Ada Na Kare tou wo Kounse Gunaah Ka Murtakib hoga ? • Options are – A). Chori B). Bakhili C). Zina D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
#Sawal: Jab Allah Kisi ko Mushkilo Me Daal dey tou Usey Koun Nijat dilane par Qadir hai ? • Options are – A). Farishtey B). Ambiya (Alaihi Salam) C). Allah Ke Wali D). Sirf Allah Get Answer
#Sawal: Roza Kiske Liye Rakha Jata Hai ? • Options are – A). Allah ke Liye. B). Rasool’Allah (Salallaho Alaihi Wasallam) Ke Liye C). Logon Ko Dikhane Ke Liye. D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
#Sawal: Roze Ka Maksad Kya Hai ? • Options are – A). Iftaar Party B). Parhezgaari C). Rasam. D). Sahi Jawab Ka Intezar. Get Answer
#Sawal: in me se Kounsa Shaksh Roze-Qayamat Andha Uthaya Jayega ? • Options are – A). Geebat Karnewala B). Quraan Na Padhne Wala C). Dunia Me Jo Andha Tha. D). Sahi Jawab Ka Intezar. Get Answer
#Sawaal: Wo Koun Log Honge jinhe Roze-Qayamat Houze Kousar Se Hakala Jayega ? • Options are – A). Kafir B). Mushrik C). Biddati D). Sahi Jawaab Ka Intezar Get Answer
#Sawaal: Allah Ta’ala Ne is Ummat ko Khair Ummat se Iss Liye Nawaza Kyunki ? • Options are – A). Hum Maslak Aur Firqa Parasti me ulze. B). Ek Dusre Par Laan-Taan Kare C). Gair-Muslimo Par Fakr Jataye. D). Acchayi Ka Hukm De aur Burayi Se Rokey. Get Answer
#Sawal: Deen-e-Islam Kab Mukammil Hua ? • Options are – A). Rasool’Allah(ﷺ) ke Dour Me B). 4 Imaamo Ke Dour Me C). Abhi Tak ho Raha Hai. D). Sahi Jawab Ka Intezar. Get Answer
#Sawal: Aasman ki Bulandiyo se Girne Wale Ki Misaal Quraan Me Kiske Talluk Se Bayan Ki Gayi Hai ? • Options are – A). Tawheed Parast B). Kafir C). Mushrik D). Sahi Jawab Ka Intezar. Get Answer
#Sawal: Aksar Bacche Jhuth Bolna Sabse Pehle kin se Sikhte hai ? • Options are – A). Gharwalo Se B). Baharwalo Se C). Madarso se D). School Se Get Answer
#Sawal: Islam Me In me Se Sabse Afzal Martaba Kin Logon Ka Hai ? • Options are – A). Pathaan B). Sayyed C). Shaikh D). Muttaqi Get Answer
#Sawal: Agar Hum Chahte Hai Ke Allah Hum Par Reham Kare Tou Hume Kya Karna Chahiye ? • Options are – A). Aaba-o-Azdad Ke Deen Ki Pairwi B). Apne Imamo Ki Taqleed C). Allah Aur Rasool Ki Ita-at D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
#Sawal: Kya Biwi Shohar Ko Zakaat Dey Sakti Hai ? • Options are – A). Dey Sakti Hai. B). Nahi Dey Sakti. C). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
#Sawal: Insano me Rangat Ka Ikhtelaf Kis Liye Hota Hai ? • Options are – A). Nasli Tassub B). Unch-Nich C). Shanakht D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
#Sawal: Aurto Se Nikah Kis Cheez Ki Buniyad Par Karna Sunnat Hai ? • Options are – A). Khubsurti B). Khandaan C). Maaldari D). Deendari Get Answer
#Sawal: Wo Kounsi Baat Hai Jiski Wajah Se Mu’ashre Me Sabse Jyada Fitney Aur Fasad Hotey Hai ? • Options are – A). Qoumi Bhaichara B). Afwah C). Insaaf D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
#Sawal: Momino Me Agar Kisi Baat Par Ikhtelaaf Ho Jaye Tou Unme Sabse Pehle Insaf Ka Mayar Kya Ho ? • Options are – A). Quraano-Hadees B). Imamo Ke Fatwe C). Maslak Ki Daleel D). Gair-Islami Qanoon. Get Answer
!!! Auzubillah Minashaitan Nirajeem !!! Bismillahir Rahmanir Raheem !!! #Sawal: Shaitan In me se Sabse Jyada Kisko Behqaane ki Koshish Karta Hai ? • Options are – A). Mushriko Ko B). Momino Ko C). Kafiro Ko D). Sahi Jawab Ka Intezar. Get Answer
#Sawal: Insan Qayamat Ke Roz Kiske Sath Hoga ? • Options are – A). Walidain Ke Sath B). Mehraam Ke Sath C). Mehboob Logon Ke Sath. D). Sahi Jawab Ka Intezar. Get Answer
#Sawal: Haqiqat Me Ameer Koun? • Options are – A). Jyada Maal Wala B). Badey Rutbey Wala C). Badey Dil Wala D). Sahi Jawab Ka Intezar. Get Answer
#Sawal: Yakub (Alahi Salam) ne Mout Ke Wakt Apne Beto’n ko Kounsi Wasiyat ki ? • Options are – A). Wirasat Kaisi Taqseem Karoge ?. B). Yusuf (A.S) Ko Kitni Wirasat Dogey? C). Mere Baad Bhi Kiski Ibadat Karoge? D). Sahi Jawab Ka Intezar. Get Answer
#Sawal: In Me Se Kounsa Amal ZULM Hai ? • Options are – A). Baddzubani. B). Haya. C). La’ilmi. D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
#Sawal: Wiraan Ghar Ki Misaal In Me Se Kya Hai ? • Options are – A). Jis Dil Me Kuch Bhi Quraan Na Ho. B). Jis Dil Me Maal Ki Khwahis Na Ho. C). Jis Dil Me Duniya Ki Khwahis Na Ho. D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
#Sawal: Kounsa Amal Dil Ko Murda Bana Deta Hai ? • Options are – A). Jyada Hasna B). Jyada Khana C). Jyada Maal D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer
#Sawal: “Ek Daane Ko Saat Baali Nikley Aur Unn Har Baaliyon Me Se Sou-Sou Daane Nikle” Ye Misaal Allah ne Quran me Kin Logon ke Talluk Se Bayan ki Hai ? • Options are – A). Sood Ka Karobar B). Allah Ki Raah Me Kharch Karna C). Halaal Tijarat D). Sahi Jawab Ka Intezar Get […]
#Sawaal: Inme se Kis Ki Fitrat Hai Gaali-Galoch Karna ? • Options are – A). Momin B). Farishtey C). Shaitan D). Sahi Jawab Ka Intezar (Note: Jawab ka sirf Rank Type Karey) Get Answer
#Sawaal: Allah ke Alaawa Kisi aur ki Qasam Khana Kounsa Gunaah Hai ? • Options are – A). Shirk B). Biddat C). Sageera Gunaah D). Sahi Jawab Ka Intezar Get Answer