Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me …..

♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par. Phir Jo Koi Usey Sun’ne Ke Baad Badal Daaley Uska Gunaah Usi Par Hoga Jo Usey Badlega, Beshaq Allah Bada Sun’ney Wala Aur Jan’ney Waala Hai”.
(Surah 2. Al-Baqara, Aayat : 180-181)

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: