Khabardar Zina ke Qareeb bhi na Phatakna
Allah Ta’ala ne Farmaya:
“khabardaar! Zina ke Qareeb bhi na Phatakna Kyunki Woh Badi Behayaai hai aur Bahot hi Buri Raah hai.”
Allah ke Rasool ne farmaya:
“Tumhare Liye kisi Ghair Mahram ko Chhoone se Behtar hai ki Tum Apne sar Mein Lohe ki Keel thok lo.”
Allah Taala Hum sabko kehne sunne se jyada amal ki toufiq de,
Hume Tamam kism ke haraam kamo se bachaye,
Jabtak hume zinda rakhe islam aur iman par zinda rakhe,
khatma humara iman par,
Wa Akhiru dawana Alahmdulillahi Rabbul Aalameen!
Amen Allahumaa Ameen