Haaji Ka Laqab Lagana Kaisa ? ✦ Sawaal: Apne Naam ke aagey 'Haaji' ka Laqab lagana kaisa? - Jawab: Hajj ek aisi ibadat hai jo har Sahibe Istehat Musalmano par farz hai, lekin Hajj ki Niyat sirf Allah ki ibadat ho aur dikhawe se paak ho. bilkhusus Hajj wo ibadat hai jo dikh kar aati hai. Riyaakari ka Maana(Meaning) hota hai 'Logon me Shohrat ke wastey apne amaal ka charcha karna, aisi ibadat jo khalis Allah ke liye karni hoti hai lekin hum usey logon ko…
Ramadan Day 12 | Iftar ke Waqt Jahannum se Aazadi Ramadan Quotes: 12th Ramzan ✦ Hadees: Jabir (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:Allah Taala har Iftar ke Waqt Jahannum se kuch logon ko Azad ...
Kisi Aurat ko Uske Shohar ke Khilaaf Bhadkaana kaisa? Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: "Woh Shakhs Hum Mein se Nahi hai Jo Kisi Aurat ko Uske Shohar ke Khilaaf Ubhaare." 📕 Sunan Abu Dawood, Hadees: 2175 Sahih
Ramadan Day 19 | Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye ... Ramadan Quotes: 19 Ramzan ✦ Hadees: Umm ‘Umarah (R.A.) se riwayat hai ke: RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur wo sabr karen to Farishtein Uske liye Dua...
Ramadan Day 25 | Shabe Qadr me Quran ka Nuzool hua Ramadan Hadees: Day 25 Shabe Qadr me Quran ka Nuzool hua ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Subhanahu wa Taala Quran me farmata hai: "Humne is Quran ko Mubaraq Raat (Shabe Qadr) me nazil kiya." 📕 Surah Ad-Dukhan 44:3
Juma ke Khutbe ke dauran Tahiyatul Masjid padhna kaisa hai? Hadees of the Day | Jumuah Series Aksar dekha jata hai ke Juma ke din jab Imam Khudba de rahe hote hai to kayi log aate hi Namaz padhne lag jaate hai, to kya ye amal durust hai. aayiye aahadees ki roshni me iska mutala karte hai. Juma me Tahiyatul masjid ha hukm Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab Tum Mein se Koi Jumuah ke Din (Masjid) Aaye Jabki Imaam Khutba de Raha ho tou Woh 2 Raka'tein Padhe…
Ludo khelna Kaisa | Hadees about playing ludo is Haram Hadees of the Day Hadees about playing ludo is Haram RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jis Shaqs ne Chausar (Ludo / All Dice Games) khela, goya usne apne Haathon ko Khinzeer (Pig) ke Khoon aur Gosht se Rang liya." 📕 Sahih Muslim, Hadees 2260 Toh Beharhaal, hume chahiye ke Waqt ki barbardi wale kaamo se parhez kare, Apni Fursat ke auqaat ko Neik kaamo lagaye. Allah Taala Hume Kehne sunne se Jyada amal ki toufiq de, Ameen
Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
Ramadan Day 15 | Jhoot bolne aur Dagabaji karne walo… Ramadan Day 15 ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou ...
World No Tobacco Day: जानिए तम्बाखू जैसे नशे के बारे… https://www.youtube.com/watch?v=yuzCXvNX_bo Tobacco Cigarette Haram In Islam? Cigarette Haram In Islam Urdu, Cigarette Smoking Haram In Islam, Fatwa on Cigarette Smoking, Tobacco Fatwa, Hadees about Nasha, Smoking in Islam Hadith, is smoking haram or Makruh. what islam says about smoking, smoking is haram in islam fatwa released, is smoking haram hanafi, tobacco fatwa
Ramadan Day 13 | Rozadaar ke liye do khushiya hai Ramadan Quotes: 13th Ramzan ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:❝ Rozadaar ke liye do khushiya hai, Ek “Iftar” ke Waqt aur Doosri apne Rab se milne ke Waqt (Aakhirat me) hogi to apne Roze ka Sawab pa kar khush hoga. ❞ [Sahih al-Bukhari 1904]
Ramadan Day 26 | Rozdaro ko Lagu aur Behuda Baaton… Ramadan Hadees: Day 26 Rozdaro ko Lagu aur Behuda Baaton se Paak karne ke liye Sadqa e Fitr ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, "RasoolAllah (ﷺ) ne Rozdaro ko Lagu aur Behuda Baaton se Paak karne ke liyeaur Miskeen ko khilane ke liye Sadqa-e-Fitr mukarrar farmaya." 📕 Sunan Ibn Majah 1827-Hasan
Ramadan Day 11 | Khajur se Iftar kare aur Khajur na… Ramadan Quotes: 11th Ramzan ✦ Roman Urdu Hadees: Salman-Bin-Amr (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:"Jab Tum me se koi Roza Iftar karne lage tou Khajur se Iftar kare aur agar Khajur na miley tou Paani se kare, Kyunki Paani Paak karne waala hai." [Sunan Ibn Majah 1699-Sahih]
Shab e Barat ka Manana kaisa hai? https://www.youtube.com/watch?v=AszOzQ7hw-4 Shab e Barat ka Manana kaisa hai? Shab e Barat ka Manana kya Hadees se Rasool ﷺ se Sahaba Tabeen ya Kisi Imam se Sabit hai by Adv. Faiz, Tafsili jankari ke liye is mukhtsar si video ka mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon farmaye.. jazakAllahu khairan kaseera People also Search as: Shab e Barat Date, Shab e Barat Dua, Shab e Barat History, Shab e Barat image, Shab e Barat in Quran,…