Meraj me Nabi (ﷺ) ko 3 Cheeze Ata ki gayi jo Aap se… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Hadith Roman Urdu: Hazrate Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki: ❝Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko Jab Meraj hui tou Aap (ﷺ) 'Sidrat-Ul-Muntaha' tak pahunchey, waha Aap (ﷺ) ko 3 Cheezein di gayee jo Aap se pehle kisi bhi Nabi ko nahi di gayi. Ek paanch (5) Namazein, Dusra Surah Baqra ki aakhri 2 Aaytein, Teesra Alllah Subhanahu Ta'ala ne baksh diya Aap (ﷺ) ki Ummat me se har uss shakhs ko jo Allah…
Nabi ﷺ ke Aakhri Alfaz Namaz aur Gulamo ka Khayal rakhna Namaz aur Gulamo ka Khayal rakhna ۞ Hadees: Ali Ibne Abu Talib (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ke Zubane Mubarak ke Aakhri Alfaz they: "Namaz, Namaz; aur un logo ke baare me Allah se daro jo tumhare dahine hath me hai. (Namaz aur Gulaamo ka khayal karo)" 📕 Sunan Abu Dawud 5156📕 Book 43, Hadith 384-Sahih
3 Tarah ke Log Jin Par Farishte ne Lanat ki aur Nabi… 3 Tarah ke Log Jin Par Farishte ne Lanat ki aur Nabi (ﷺ) ne Ameen Kaha Hadees: Ek Roz Aap (ﷺ) jab Mimber pe chadhe tou pahle kadam pe Aameen kaha, fir dusre Qadam pe bhi Aameen kaha aur teesre Qadam pe bhi Aameen kaha. Jab Sahaba (R.A) ne iski wajah puchi Tou fir Aap (ﷺ) ne irshad farmaya ki : 1. Pahle kadam pe Jibreel (Alaihi Salam) ne kaha ki: "lanat ho us shaks par jisne Ramzan ka mahina pa kar bhi Allah ki bakshish na pa saka." Phir…
Rasool’Allah (ﷺ) Tamam Aalam Ke Nabi .... *Deegar Ambiya Aur Rasool Jo Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Pahle Mabus Hue Pahle Aaye, Yeh Khusus Hotey, Makhsus Hotey Kisi Qoum Ki Taraf, Inka Paigaam Ek Wakt Tak Hota, Aur Ye Nabi Ek Makhsus Hissey Ke Liye Aatey Ek Mehdud(Limited) Waqt Ke Liye .. *Lekin Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Muamla Dusrey Ambiyao Se Mukhtalif Hai.. Aur Yeh Baat Aap Aur Hum Jantey Hai Ke Allah Rabbul Izzat Ne Faramaya - ♥ Al-Quran: "Wama Arsalnaka Illa Rahmatan Lil Aalameen"…
Koi Shakhs Imanwala nahi ho sakta jabtak Nabi (ﷺ) ko… Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ki, Beshak Rasool-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya, "Qasam hai Us Zaat ki jis ke haath mein meri jaan hai, Tum mein se koi bhi imanwala nahi hoga jab taq Main uske Waalid aur Aulaad se bhi Ziyada Uska mehboob nah ban jaoon." 📕 Sahih al-Bukhari, 14 ♥ SubhanAllah! Beshaq Humari Dunia aur Aakhirat ki kamiyabi ke liye Allah Ta'ala ne humey Sabse Azeem Rasool Ata kiya, Humey Aap (ﷺ) ka ummati hone ka sharf ata…
Al-Quran: Aye Nabi (ﷺ)! Aap mere (Momin) bando se… Wahi baat kaha kare jo behtareen ho ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Taala Quraan me farmata hai: "Aye Nabi (ﷺ)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye ke wahi baat kaha kare jo behtareen ho." 📕 Surah Bani Israeel 17:53
Jashne Eid Milad un Nabi (ﷺ) ki Sharayi daleel aur… Eid e Milad Un Nabi par Ummat ka ikhtelaf kyu by Moulana Salman Gill. | ईद मिलाद उन नबी पर उम्मत का इख़्तेलाफ़ क्यों है - मौलाना सलमान गिल. Video Dekhe: #Tags: Eid Milad In Hindi, 12 Rabi ul Awwal, Beautiful Hadees On Milad Un Nabi In Roman English, Ed Milad Ul Nabi Me Kya Hua Tha, Eid A Milad Un Nabi Ke Bare Hindi Me Story, Eid E Milad Ki Fazilat, Eid E Milad Un Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam, Eid…