♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahal Ibne Saad (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain –
Jannat Ke 8 Darwaze Hain, Unmey Ek Darwaze Ka Naam ‘Raiyyan’ Hai,
Uss Darwaaze Se Wohi Jaayenge, Jo Roze Rakhte Hain..”
– (Bukhari Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Rozdaaro Ka Jannati Darwaza Raiyyan
Related Posts:
- Sunnat-e-Nabwi Ko Zinda Karne Wala Jannati Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke, "Jo Shakhs Meri Ummat Tak Koi Islami Baat Pohchaye Taaki Uss Se Sunnat Qaayam Ki Jaye Ya Uss Se Bad'Mazhabi Door Ki Jaaye Tou Woh Jannati Hai..." - (Tirmizi Sharif)
- Jannati Aurat koun by Sis. Qamar Tafheem Jannati Aurat Ki Nishaniyan, Jannati Aurat Ki Pehchan, Jannati Aurat Ki Sifat ke Talluk se Tafsili jankari ke liye Mohtarma Behan Aalima Qamar Tafheem ka Behtareen bayan ka jarur mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. Video Dekhe:
- Do Padosiyo me se kiska pehla Haq ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) se rivayat hai ki mainey pucha: "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mere Do Padosi hai, Unmein se kiskey paas mai Hadiya (Tohfa) bheju ?" Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Jiska Darwaza tujhse jyada Qareeb hai.." - (Sahih Bukhari, Vol 3, Hadith…
- Jannati Koun ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Jannati Wo Hain) Jo Kehte Hai Ke Aye Hamare Rab! Hum Emaan Laa Chuke Iss Liye Hamare Gunaah Muaf Farma Aur Hume Aag Ke Azaab Se Bacha. Jo Sabr Karne Wale Aur Sach Bolne Waale Aur Farmabardari Karne Waale Aur Allah Ki Raah Me Kharch…
- Jab Jannati Bandey Allah ka Deedar Karenge ♥ Mafhoom-e-Hadees: Suhaib (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Irshad farmaya: Jab Jannati Jannat me paunch jayenge, To Allah Ta'ala Unse Irshad farmayenge: "Kya Tum Chahte ho ki Mai Tumko Mazeed Ek Cheez Ata karun Yani Tumko jo kuch ab tak Ata hua hai us…
- Walid Jannat Ka Markazi Darwaza Hai Aaj ki Hadees | Hadees of the Day Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai Abu Darda (R.A) farmate hai ke,Maine Allah ke Rasool (ﷺ) ko ye farmatey huye suna, "Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai, Ab ye Tumhari Marzi hai ke Tum Iss Darwazey ko Zaya Karo (Yaani…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Bewah Aurato Ka Nikah .... Kuch Aisi Rasam’en Bhi Musalman Me Raaij Hai Ke Bewah Aurat Ka Nikah Ko Bura Aur Aar Samjhte Hai, Balke Is Ko Aib Samajhne Me Kufr Ka Khauf Hai Kyunke Shariyat Ke Kisi Hukm Ko Aib Samajhna Aur Iss Ke Karne Wale Ko Zaleel Jan'na Kufr Hai. Allah Ta'ala Ne…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Sadagi Emaan Ka Hissa Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – "Saadagi Yakinan Emaan Ka Hissa Hai." - (Abu Dawood P:573) » Khuraak, Poshaak, Samaan Zindagi, Rahen Sahen Har Cheez Me Bejaa Taklefaat Se Bachna – Aur Zindagi Ke Har Shobe Me Sadagi Rakhna Ye Bahut Hi Pyaari Aadat Aur Nihat Hi…
- Ramzan ki Fazilat: Part 5 6. Roze ka Azr aur Sawab be'hisaab hai: ۞ Hadith: Ek riwayat me Rasool’Allah (ﷺ) farmatey hai ke: “Roza Dozakh (Hell) se bachne ke liye ek dhaal hai isliye (jo Rozedar ho) wo na tou Biwi se Humbistari karey aur na fahash (Buri) aur jahalat ki batein kare aur agar…
- Allah Se Magfirat Maangney Ka Sabse Accha Tariqa (Sayyidul… "Allahumma Anta Rabbi La Ilaha Illa Anta, Anta Khalaqtani Wa Ana Abduka, Wa Ana 'Ala Ahdika Wa Wa'dika Mastata'tu, A'udhu Bika Min Sharri Ma Sana'tu, Abu'u Laka Bini'matika 'Alaiya, Wa Abu Laka Bidhanbi Faghfirli Innahu La Yaghfiru Adhdhunuba Illa Anta." ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Sayyidul…
- Maan-Baap Ki Khidmat Se Mehroom Na Raho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Riwayat Kiya Gaya Hai Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) 3 Martaba Farmate Hai Ki, "Uski Naak Khak Aaluda Ho!!" Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Arz Karte Hai, "Kiski Ya Rasool'Allah!! " Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai, "Uski Jisney Burhe Maan Baap Ya Unme Se Ek Ko Paya…
- Kaun Banega Jannati : Episode 3 https://www.youtube.com/watch?v=nyC-8A1nB3s Koun Banega Jannati : Episode 3 Islamic Quiz ke new session Koun banega jannati ke is episode me in 5 sawalo zikr kiya gaya hai. Wiraan Ghar ki Misaal in me se kya hai? In me se Kounsa Amal ZULM hai? Haqeeqat me Ameer koun ? Aurto se Nikah…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Kalma-e-Shahadat Ke Taqazo Par Amal .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - Aisa Koi Shakhs Nahi Jisney Sacchey Dil Ke Sath Iss Baat Ki Gawahi Di Ho Ke - "Koi Mabood Nahi Magar Allah Ta'ala Ke, Aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Iskey Bandey Aur Rasool Hain" Tou Allah Ne Isper (Jahannum Ki) Aag…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…
- Kaun Banega Jannati : Episode 1 https://www.youtube.com/watch?v=xR38JhVfNS4 Koun Banega Jannati : Episode 1 Islamic Quiz ke new session Koun banega jannati ke is episode me in 5 sawalo zikr kiya gaya hai. Quran padhne walo ke liye qayamat ke din kya inam milega? Kya aap jante hai Sabse pehle Quran ki kounsi Surah Nazil hui thi?…
- Kaun Banega Jannati : Episode 4 https://www.youtube.com/watch?v=DKsSjEVSl3Q Koun Banega Jannati : Episode 4 Welcome to the 4th Episode of Islamic Quiz in Hindi इस वीडियो में हम बात करेंगे कि गाली-गलौच करना किसकी फितरत होती है और इसका सही जवाब क्या है। हम यह भी जानेंगे कि एक मुस्लिम का दूसरे मुस्लिम से रिश्ता कैसा होता…
- Tum Ko Kis Cheez Ne Jahannum Me Dala? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jannati Jahannamio Se Sawaal Karenge Ke, Tum Ko Kis Cheez Ne Jahannum Me Dala? (Jahnnumi)Jawaab Dengey Ke - 'Hum Namaz Nahi Partey They Aur Naa Hi Hum Mohtajo Ko Khana Khilate They'. - (Surah - Al Mudassir : Aayat 40-43)
- Kaun Banega Jannati : Episode 2 https://www.youtube.com/watch?v=CiM2dwRswa8 Koun Banega Jannati : Episode 2 Islamic Quiz ke new session Koun banega jannati ke is episode me in 5 sawalo zikr kiya gaya hai. Allah ka Zikr Na Karnewale ki Misaal in me se kya hai? in me se Konsa Shakhs Ghamand se Paak hai? Allah ke Alaawa…