♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) Se Riwayat Hai Ki Rasoo’Allah (ﷺ) Ne Farmaya –
“Musalman Wo Hai Jiski Zubaan Aur Haath Se Dusre Musalman Bachey Rahey Aur Muhajir Wo Hai Jo Unn Kaamo Ko Chor De Jinhe Allah Ta’ala Ne Manaa Farmaya..”
– (Sahih al-Bukhari, 10)
♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबुद्ल्लाह बिन अम्र (र.) से रिवायत है के रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:
“मुसलमान वो है जिसकी जुबान और हाथ से दुसरे मुसलमान बचे रहें और मुहाजिर वो है जो उन कामो को छोड़ दे जिन्हें अल्लाह तआला ने मना फ़रमाया”
– (सहीह अल बुखारी, 10)
For more Islamic messages kindly download our Mobile App