Contents
Islamic Quiz 411
Quran ke hisab se Allah ke nek bando ki ek pahchan kya hai jab jahil log unse guftagu karte hain?
A. Unse 2 din tak baat nahi karte
B. Unse munazara karte hain
C. Unko aalimo ke paas bhej dete hain
D. Salam kah dete hain
Islamic Quiz 411 : Quran ke hisab se Allah ke nek bando ki ek pahchan kya hai jab jahil log unse guftagu karte hain?
Sahih jawab hai : Option ( D )
✅ Salam kah dete hain
Daleel :
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Al-Quran: Allah ke nek bando ki ek sifat ye hai ki wo zameen par aahistagi se chalte hain aur jab jahil log unse guftagu karte hain to “Salam” keh dete hain.
Aur wo jo apne Rab ke aage sajda aur qayam karke raat guzar dete hain.
📖 Surah Al-Furqaan (25), Aayat 63–64