Contents
Islamic Quiz 397
Wo kaunsi qaum thi jin par tiddi (locusts), juyein (lice), maindak (frogs) aur khoon ka azab nazil hua tha?
A. Qaum-e-Aad
B. Qaum-e-Samud
C. Qaum-e-Firaun
D. Qaum-e-Nooh
Islamic Quiz 397 : Wo kaunsi qaum thi jin par tiddi (locusts), juyein (lice), maindak (frogs) aur khoon ka azab nazil hua tha?
Sahih jawab hai : Option ( C )
✅ Qaum-e-Firaun
Daleel :
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Al-Quran: “Aur beshak humne Fir’aun ke logon ko barson se qahat aur phalon ki kam paidawar ke azaab mein giraftar kiya, taake woh ibraat hasil karen… Phir humne unpar toofan, tiddiyan, juyein, mendhak aur khoon (ka azaab) bheja jo sab alag-alag hamari qudrat ki nishaniyan theen, magar woh takabbur karte rahe aur woh log gunaahgar the.” 📕 Surah Al-A’raf (7), Ayat 130-132