Contents
Islamic Quiz 390
Ek Sahabi ne jab ek Surah padh rahe the to ek baadal unke kareeb aaya aur unka ghoda bidakne laga. RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Wo Sakeena tha jo Quran ki tilawat ki wajah se utra.” Us waqt wo kaunsi Surah padh rahe the?
A. Surah Al-Baqara
B. Surah Aal-e-Imran
C. Surah Al-Rahman
D. Surah Al-Kahaf
Islamic Quiz 390 : Ek Sahabi ne jab ek Surah padh rahe the to ek baadal unke kareeb aaya aur unka ghoda bidakne laga. RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Wo Sakeena tha jo Quran ki tilawat ki wajah se utra.” Us waqt wo kaunsi Surah padh rahe the?
Sahih jawab hai : Option ( D )
✅ Surah Al-Kahaf
Daleel :
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Hazrat Bara (RA) se rivayat hai: “Ek Sahabi Surah Al-Kahaf padh rahe the, to ek baadal unke kareeb aaya aur ghoda bidakne laga. Jab subah hui to unhone RasoolAllah (ﷺ) se zikr kiya. Aap (ﷺ) ne farmaya: ‘Ye Sakeena tha jo Quran ki tilawat ki wajah se utra.’”
📕 Sahih al-Bukhari, Jild 6, Hadith 5011