Contents
Islamic Quiz 388
Wo kaunse Nabee hain jo Qayamat ke din logon ko shafaat ke liye RasoolAllah (ﷺ) ke paas jaane ko kahenge
A. Ibrahim (AS)
B. Eesa (AS)
C. Musa (AS)
D. Nooh (AS)
Islamic Quiz 388 : Wo kaunse Nabee hain jo Qayamat ke din logon ko shafaat ke liye RasoolAllah (ﷺ) ke paas jaane ko kahenge
Sahih jawab hai : Option ( A )
✅ Ibrahim (AS)
Daleel :
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Aur kitab (Quran) mein Idris (AS) ka bhi zikr kijiye, wo bhi sachche Nabee they. Aur humne unko unche muqam par utha liya tha.”
Ibn Abbas (RA) se riwayat hai: ke Idris (AS) darzi the, har taanke par SubhanAllah kehte, aur unke neik aamaal sabse zyada aasmanon par uthte the. Jab unko farishta utha kar chauthe aasman par le gaya, wahi unki rooh qabz ki gayi.
📕 Tafseer Ibn Kathir – Surah Maryam, Ayat 56-57, Safha 366
📕 Qasas Al-Anbiya – Ibn Kathir (700–774H)