Islamic Quiz 170 Jo Kisi Musalman ke Aib (Burayi) ko Chupaye Uske ke liye Kya Khushkhabri hain? A. Sagheera Gunaah Muaf Ho jayenge B. Kabeera Gunaah Muaf Ho jayenge C. Allah Qayamat me Uske Aib Chupayega D. Sahih Jawab Ka Intezaar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Allah Qayamat me Uske Aib Chupayega Daleel : Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shaqs Kisi Muslaman Ke Aib Ko Chupaye Allah Taala Qayamat Mein Uske Aib Chupayega." 📕 Sahih Bukhari 2442
Islamic Quiz 140 Qayamat ke Din Kaun Hain Jiski Zuban Aag ki Hogi? A. Sood Khor B. Rishwat Khor C. Dogla Insaan D. Walidain Ka Nafarman GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Dogla Insaan Daleel : Nabi e Kareem (ﷺ) ka farman hai: "Jo Shaqs Duniya mein Dogla hoga Roz-e-Qayamat Uski Zuban Aag ki Hogi." 📕 Mishkaat Ul Masabeeh 4846
Islamic Quiz 171 Duniya me Sab se Zyada Pait bhar kar Khane Wala Qayamat ke Din Kaisa Rahega? A. Sab se Zyada Bhooka rahega B. Sab se Zyada Khush rahega C. Gham ke Maare Ro raha hoga D. Dozaq ki Aag Kha raha hoga GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Sab se Zyada Bhooka rahega Daleel : Nabi-e-Kareem (ﷺ) ke Paas Ek Shaqs ne Dakaar liya toh Aap (ﷺ) ne farmaya : "Tum Apni Dakaar Hum se door rakho Isliye ke Duniya mein Sab se Zyada pait bhar kar Khane wala Qayamat ke Din sab se Zyada…
Islamic Quiz 153 Qayamat ki Sabse Pehli aur Badi Nishani kya hai? A. Dajjal ka Aana B. Zina Khule Aam Hona C. Aurat Ka Khushbo Laga Kar Baher Nikalna D. Suraj Ka Maghrib se Tuloo Hona GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Suraj ka Maghrib se Tuloo Hona Daleel : ۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hain: "Qayamat ki Sab se Pehli badi Nishani Suraj ka Maghrib se Tuloo hona hain." 📕 Al Silsila Tus Sahiha 2574
Islamic Quiz 130 Allah Subhanahu Qayamat ke din Inme se kis Ka chehra dozakh se Mehfuz rakhega? A. Jiski Zuban se dusra Musalman Mehfuz rahe B. Musalman ko kafan dene wale C. Musalman ki Izzat ki hifazat karnewala D. Sahih Jawab ka intezar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Musalman ki Izzat ki hifazat karnewala Daleel : Hadees: Abu darda (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Jo Shaks apne Bhai ki Izzat ( Uske gair mojudgi main) bachaye Allah Subhanahu Qayamat ke din Uske Chehre ko Dozakh se bachaega.” 📕 Jamia Tirmaizi Jild 2…
Download Ummat-e-Nabi Official Android App Assalamo Alaikum Wa Rehmtullhi Wa Barkatuhu ! kindly download our Ummate Nabi official Android app for huge islamic post collection in roman urdu, hindi & english. - ummat-e-nabi.com/home Team Features: › Islamic News › Islamic Quiz › Islamic Naat & Video Bayan › Daily Hadees & Quranic Verses Notification on Mobile. › Hadith Collection in Urdu & Hindi › Masail in the light of Qurano Sunnat Android App ♥ In'sha'Allah ! Upcoming Features: › Tafseer ibn Kaseer in Roman Urdu › Halal Job › Islamic Matrimonial
Islamic Quiz 261 Qayamat ke din bande ko sabse pahle kiska hisab dena padhega ? Options Are 👇 A. Roza B. Namaz C. Hajj D. Zakaat GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Namaz Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoollAllah ﷺ ne farmaya: "Sabse pahle bande ko Qayamat ke din Namaz ka hisab dena padhega agar wo kamil hai to usko kamil likh diya jayega, warna Allah subhanahu irshad farmayega ki dekho kya mere bande ke paas Nawafeel hain, agar nawafeel namaz hongi to us se farz namaz ki kami mukammal ki jayegi aur baaqi aamal…
Qayamat Kise Kahte Hai ? » Sawaal: Qayamat Kise Kahte Hai ? » Jawaab : Qiyaamat Ke Mayne Hai Dobara Uthaaya Jana, Duniya Ka Fanah Ho Jana. Allaah Ta’ala Apni Kitaab Quraan-e-Kareem Me Farmata Hai Ki, Ek Din Aesa Hoga, Jab Woh Tamaam Paida Kiye Huye Cheezo Ko Mita Dega, Ussi Din Ka Naam Qayamat Hai. » Sawaal: Qayamat Kab Nazil Hogi.? » Jawaab : Qayamat Kab Qayam Hogi Iss Ka Ilm Sirf Allah Ta’ala Ko Hi Hai. ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Rasool) Tumse Log Qayamat Ke Bare Me Poocha Karte Hai Ki Kahi Uska Koi Waqt Bhi Tay Hai Tum Kehdo Ki,…
Sacha aur Amanatdar Tajeer Qayamat ke din Sacha aur Amanatdar Tajeer Qayamat ke din Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hai: “Sacha aur Amanatdar Tajir Qayamat ke din Ambiya Siddiqeen aur Shuhda ke sath hoga.” [ Tirmidhi 1209 ]
Islamic Quiz 178 Wo Kaunsa Gunah Hain Jiski Wajah se Ek Aadmi ko Zameen me Dhasa diya gaya aur Qayamat tak Usey Zameen Dhasati rahegi? A. Na Haq Qatal B. Biwi Par Zulm C. Sharab Noshi D. Takabbur GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Takabbur Daleel : Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hai: "Ek Shaqs Ghuroor me Apna Tehband (Paijama) Ghaseet ta hua chal raha tha keUsey Zameen mein Dhasa diya gaya aur wo esi tarah Qayamat tak Zameen mein dhasta hi rahega." 📕 Sahih Bukhari 5790 ♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez Allah Taala hume Har Kism ke Takabbur se bachaye,Hume Tamam…
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din Sifarish… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Islamic Quiz 274 Wo Kaun hai Jis ke Naik Aamaal bhi Qayamat ke din Barbaad ho jayenge? Options Are 👇 A. Biddati B. Mushrik C. Munafiq D. Sahi Jawab ka Intezar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Mushrik Allah Taala Quran-e-Kareem me 18 Ambiya Ka Zikar karke farmata hai ke: “Agar ye bhi shirk karte to jo ye amaal karte they wo sab barbaad ho jatey.” 📕 Surah Anam: Aayat 88 Yaani Allah Taala Shirk karne walo ke Nek Aamal ko bhi Roze Qayamat Barbaad kar dega. Allah Taala hume har kism ke Shirk se bachaye, hume…
Islamic Quiz 150 Qayamat ke Din Momin ka Meezan (Tarazu) me Sab se Wazandar Amal Kaunsa Hoga? A. Doosro ki Zaroorat Poori Karna B. Namaz-e Tahajjud C. Sadqah Khairat D. Acche Akhlaq GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Acche Akhlaq Daleel : ۞ Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya – "Qayamath ke Din Momin ke Meezan Mein Akhlaq-e-Hasna se Bhari Koi Cheez Nahi Hogi." 📕 Jame Tirmizi 2002 Allah Taala Hume Kehne Sunne se jyada amal ki toufik de, Hume BaaAkhlakh banaye. Ameen Allahumma Ameen.
Aur Uss Shakhs se badh kar koun Gumraah ho sakta hai jo… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Aur Uss Shakhs se badh kar koun Gumraah ho sakta hai jo Allah ke siwa aise shakhs ko pukare jo usey Qayamat tak jawab na de?” – (Roman Urdu; Quran; Surah Kahaf 46:05) “और उस शख़्श से बढ़ कर कौन गुमराह हो सकता है जो अल्लाह के सिवा ऐसे शख़्श को पुकारे जो उसे क़यामत तक जवाब ना दे?“ – (हिंदी अनुवाद; कुरान; सुरह कहफ़ 46:05) “And who is more astray than one who invokes besides Allah, such as will not answer him to the Day of Judgement, and who (in fact) are unconscious of their call…
♫ Quran ki Aayat ko Mobile se Delete karna kya Qayamat ki… Aksar ye baat sunne ko milti hai ke Quran ki ayat ko mobile se jo delete kiya jata hai wo Qayamat ki nishani hai,.. kya Wakay me ye baat Qurano Sunnat se sabit hai ya sahaba ke kisi Aqwal se mail khata hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera,..