Contents
Islamic Quiz 384
Allah Subhanahu ne zameen walon ki taraf sabse pahle kisko Rasool banakar bheja?
A. Adam Alaihi Salam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Nooh Alaihi Salam
D. Musa Alaihi Salam
Islamic Quiz 384 : Allah Subhanahu ne zameen walon ki taraf sabse pahle kisko Rasool banakar bheja?
Sahih jawab hai : Option ( C )
✅ Nooh Alaihi Salam
Daleel :
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Hadith: Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah ﷺ ne farmaya:
“Log Qayamat ke din sifarish ke liye Adam Alaihi Salam ke paas jayenge to wo farmayenge:
وَلَكِنِ ائْتُوا نُوحًا، فَإِنَّهُ أَوَّلُ رَسُولٍ بَعَثَهُ اللَّهُ إِلَى أَهْلِ الأَرْضِ
(Balki tum Nooh Alaihi Salam ke paas jao, wo pehle Rasool hain jinko Allah ne zameen walon ki taraf bheja).”
📖 Sahih Bukhari, Jild 8, Hadees #7410
Note: Adam Alaihi Salam sabse pehle Nabi the, magar logon ki taraf nahi bheje gaye the.