Contents
Islamic Quiz 374
Wo kaunsi Surah hai jiski pehli aayat mein Allah subhanahu ne do khane ki cheezo ki kasam li hai?
A. Surah Al-Fajr
B. Surah Ad-Duha
C. Surah At-Tin
D. Surah Al-Aadiyat
Islamic Quiz 374 : Wo kaunsi Surah hai jiski pehli aayat mein Allah subhanahu ne do khane ki cheezo ki kasam li hai?
Sahih jawab hai : Option ( C )
✅ Surah At-Tin
Daleel :
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
Al Quran: “Anjeer ki kasam aur Zaitun ki. Aur Toor-e-Sina ki. Aur is shehar ki jo aman wala hai. Beshak humne insan ko bade umdah andaz mein paida kiya hai.”
📖 Surah At-Tin (95), Aayat 1-4