Islamic Quiz 352 : Kaunsi Ummat 70 Ummaton ko… Kaunsi Ummat 70 Ummaton ko Mukammal karne waali hain? | (A). Ummate Ibrahim (A.S), (B). Ummate Musa (A.S), (C). Ummate Esa (A.S), (D). Ummate Muhammad (ﷺ)
Islamic Quiz 286 : Inmein se wo kaunsi Surah hai… Inmein se wo kaunsi Surah hai jismein Allah subhanahu ne shuru ki Aayto mein ek ke baad 11 Qasmein li hain ? | A. Surah Fajar | B. Surah Al Lail | C. Surah As-Shams | D. Surah Ad-Duha
Islamic Quiz 326 : Farishte Jibril (A.S) ek martaba… Islamic Quiz 326 : Farishte Jibril (A.S) ek martaba ek reshmi kapde mein ek tasweer lekar Nabi ﷺ ke paas aaye aur farmaya ki Ye aapki Dunia aur Aakhirat mein Biwi hai, unka naam kya hai ?
Islamic Quiz 280 : Kis Surah ki Pehli Aayat mein… Kis Surah ki Pehli Aayat mein Allah ne Masjide Haraam aur Masjide Aqsa ke Saath Barkat ka Zikr kiya? Options Are A. Surah Bani Israyeel, B. Surah Younus, C. Surah Yousuf, D. Surah Furqan
Islamic Quiz 303 : Wo Kaunsi Surah hai jiske Padhne… Wo Kaunsi Surah hai jiske liye RasoolAllah ﷺ ne farmaya ki jadugar uss (Surah ko padhne wale) ka muqabla nahi kar sakte ? | A).Surah Yaseen, B). Surah Al-Mulk, C). Surah Al-Baqrah , D). Surah An-Naas
Islamic Quiz 390 : Ek Sahabi ne jab ek Surah padh… Quran ki tilawat ki apni ek roohani taaseer hai. Ek Sahabi jab Surah padh rahe the to ek ajeeb waqiya hua jo RasoolAllah ﷺ ne samjhaya Islamic Quiz 390 Ek Sahabi ne jab ek Surah padh rahe the to ek baadal unke kareeb aaya aur unka ghoda bidakne laga. RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Wo Sakeena tha jo Quran ki tilawat ki wajah se utra.” Us waqt wo kaunsi Surah padh rahe the? A. Surah Al-Baqara B. Surah Aal-e-Imran C. Surah…
Islamic Quiz 364 : Us khushnaseeb Sahabi ka kya naam… Islamic Quiz 364 Us khushnaseeb Sahabi ka kya naam hai jinke liye RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya tha: "Tum par mere Maa Baap Qurban ho"? A. Abu Bakr Siddiq (RA) B. Maaz bin Jabal (RA) C. Saad bin Abi Waqas (RA) D. Khalid bin Walid (RA) GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Saad bin Abi Waqas (RA) Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hadith: Hazrat Ali (RA) se rivayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ko kisi aur ke liye…
Islamic Quiz 365 : Inmein se wo kaunsi Surah hai… Islamic Quiz 365 Inmein se wo kaunsi Surah hai jismein ek hi aayat mein Allah Subhanahu ke 9 naam liye gaye hain? A. Surah Aal-e-Imran B. Surah Al-HasharA C. Surah Baqara D. Surah Anbiya GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Surah Al-Hashar Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Surah Al-Hashar, Ayat 23: "Huwallahu allazi la ilaha illa huwa, Al-Malik, Al-Quddus, As-Salam, Al-Mu’min, Al-Muhaimin, Al-Aziz, Al-Jabbar, Al-Mutakabbir. Subhanallahi amma yushrikoon."
Islamic Quiz 270 : Wo kaunsa kaam hai jisko karne se… Wo kaunsa kaam hai jisko karne se insan ki umar bhi lambi hoti hai aur rizq bhi badha diya jata hai? | Options are: A. Yateem ki parwarish, B. Tahajjud ki Namaz, C. Ramzan ke Roze rakhna, D. Rishtedaro se achcha suluk
Islamic Quiz 267 : Quran mein ek surah hai Surah… Quran mein ek surah hai Surah Naba, ismein Naba ka matlab kya hota hai? | Options Are: A. Aam Khabar, B. Acchi Khabar, C. Badi Khabar, D. Buri Khabar
Islamic Quiz 381 : Rasool-Allah ﷺ ka mubarak naam… Islamic Quiz 381 Rasool-Allah ﷺ ka mubarak naam Muhammad (مُحَمَّدٌ) Quran mein kitni baar aaya hai? A. 10 baar B. 7 baar C. 5 baar D. 4 baar GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ 4 baar Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ 1. “Muhammad ﷺ ek Rasool hi hain. Unse pehle bhi kai Rasool guzar chuke.” 📖 Surah Aal-e-Imran (3:144) 2. “Muhammad ﷺ tumhare mardon mein se kisi ke baap nahi, balke Allah ke Rasool aur…