Islamic Quiz 326 : Farishte Jibril (A.S) ek martaba ek reshmi kapde mein ek tasweer lekar Nabi ﷺ ke paas aaye aur farmaya ki Ye aapki Dunia aur Aakhirat mein Biwi hai, unka naam kya hai ?
Islamic Quiz 326 : Farishte Jibril (A.S) ek martaba ek reshmi kapde mein ek tasweer lekar Nabi ﷺ ke paas aaye aur farmaya ki Ye aapki Dunia aur Aakhirat mein Biwi hai, unka naam kya hai ?
Sahih jawab hai : Option ( C )
✅ Aisha (R.A)
Daleel :
Hadees: Aisha (R.A) se riwayat hai,
“Farishte Jibril Alaihi salam ek martaba ek reshmi kapde mein meri tasweer lekar Nabi ﷺ ke paas aaye aur farmaya ki Ye aapki Dunia aur Aakhirat mein Biwi hai.”
Islamic Quiz 275 : RasoolAllah ﷺ ne farmaya Hazrat… RasoolAllah ﷺ ne farmaya Hazrat Jibril mujhe ………….ke baare mein baar baar is tarah wasiyat karte rahe ki mujhe ye khayal aaya ki (ALLAH subhanahu) unko kahi waris mein sharik na kar de
Islamic Quiz 181 : Woh Kounsi Surah hai jiski Ek hi… Woh Kounsi Surah hai jiski Ek hi Aayat mein Allah Subhanahu ke 9 naam liye gaye hain? | A Surah Aal-e-Imran, B Surah Al-Hashar, C. Surah Baqrah, D Surah Anbiya
Islamic Quiz 364 : Us khushnaseeb Sahabi ka kya naam… Islamic Quiz 364 Us khushnaseeb Sahabi ka kya naam hai jinke liye RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya tha: "Tum par mere Maa Baap Qurban ho"? A. Abu Bakr Siddiq (RA) B. Maaz bin Jabal (RA) C. Saad bin Abi Waqas (RA) D. Khalid bin Walid (RA) GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Saad bin Abi Waqas (RA) Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hadith: Hazrat Ali (RA) se rivayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ko kisi aur ke liye…
Islamic Quiz 359 : Quran me Jibril (عليه السلام) ka… Islamic Quiz 359 Quran me Jibril (عليه السلام) ka naam kitni baar aaya hai? A. 1 baar B. 2 baar C. 3 baar D. 4 baar GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ 3 baar Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Surah Al-Baqarah (2), Ayat 97“Keh do: Jo shakhs Jibril ka dushman ho, to usne (Quran) Allah ke hukm se tumhare dil par utara, jo pehle ki kitaabon ki tasdeeq karta hai aur momineen ke liye hidayat…
Islamic Quiz 199 : Kis Amal se Ummat me khair qayam… Kis Amal se Ummat me khair qayam rahegi Nabi (ﷺ) ne farmaya? | A. Roza iftar jyada na khana, B. Roza iftar me Jaldi kara, C. Roza Iftari deri se karna, D. Roza iftar ki dawat dena
Islamic Quiz 361 : Kaunse Sahabi ke liye RasoolAllah… Islamic Quiz 361 Kaunse Sahabi ke liye RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki unke janaze ko farishte utha rahe the? A. Jafar bin Abu Talib (RA) B. Muaaz bin Jabal (RA) C. Abu Bakr (RA) D. Saad bin Maaz (RA) GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Saad bin Maaz (RA) Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Anas bin Malik (RA) se rivayat hai: Jab Saad bin Maaz (RA) ka janaza uthaya gaya to munafiqeen kehne lage: “Janaza…
Islamic Quiz 388: Qayamat Ke Din Shafaat Ke Liye… Islamic Quiz 388 Wo kaunse Nabee hain jo Qayamat ke din logon ko shafaat ke liye RasoolAllah (ﷺ) ke paas jaane ko kahenge A. Ibrahim (AS) B. Eesa (AS) C. Musa (AS) D. Nooh (AS) GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Eesa (AS) Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Phir log Moosa Alaihi Salam ke paas aayenge woh bhi yahi kahenge mein is Layaq nahi apni khata jo unhon ne duniya mein ki thi yaad karenge…
Islamic Quiz 185 : Meraj ke Mauqe par Nabi (ﷺ) ka… Meraj ke Mauqe par Nabi (ﷺ) ka Guzar Aise Logo ke paas se hua Jinke Nakhun Tambe ke they aur wo Apne Nakhuno se Apne Muh aur Seene ko Noch rahe they ye Log koun they? | A. Sharab peene wale, B. Zina Karne wale, C. Sood khane wale, D. Gheebat karne wale
Islamic Quiz 154 : Shohar aur Biwi ke Rishtey ki… Allah Ta'ala ne Quraan me Shohar aur Biwi ke Rishtey ki Misaal kis Cheez ki tarha bayaan Ki hai? | A. Chand aur Suraj, B. Khajur ka Darakht, C. Libaas, D. Samandar
Islamic Quiz 348 : Kaunse Nabi ne Allah Taala se ye… Kaunse Nabi ne Allah Taala se ye farmaya:“Aye RAB! main tujhse panah maangta hu ki aisee cheez ka sawal karu jiski haqeeqat mujhko malum nahi, aur agar tu mujhe nahi bakhshega aur mujh par raham nahi karega toh main nuqsan uthane walo mein se ho jaunga.”
Islamic Quiz 378 : RasoolAllah ﷺ ne kaunse sahabi ke… RasoolAllah ﷺ ne apni Ummat ke chand sahaba ki fazilat bayan ki. Aayiye jaante hain unme se kaun deen ke maamlaat mein sabse zyada sakht the. Islamic Quiz 378 Rasool-Allah ﷺ ne kaunse sahabi ke liye ye farmaya ki wo meri ummat mein deen ke muaamlo mein sabse zyada sakht hain? A. Khalid bin Walid (RA) B. Muaaz bin Jabal (RA) C. Ali (RA) D. Umar (RA) GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Umar (RA)…
Islamic Quiz 288 : Har Roz Aasman se Do Farishte… Har Roz Aasman se Do farishte aate hain, unme se Ek Farishta kis ki tabahi ke liye dua karta hai? | Options are: A. Sharabi, B. Maa Baap ka Nafarman, C. Zinakar, D. Bakhil (Kanjus)