Islamic Quiz 286 : Inmein se wo kaunsi Surah hai… Inmein se wo kaunsi Surah hai jismein Allah subhanahu ne shuru ki Aayto mein ek ke baad 11 Qasmein li hain ? | A. Surah Fajar | B. Surah Al Lail | C. Surah As-Shams | D. Surah Ad-Duha
Islamic Quiz 276: Allah Subhanhu ke 99 naam me se ek… Allah Subhanhu ke 99 naam me se ek naam Al-Muhaymin ka kya matlab hota hai? | Options Are: A. Raham karne wala, B. Nihayat dene wala, C. Nigrani karne wala, D. Bulandi ata karne wala
Aye Kash! Maine Rasool Ka Rasta Apnaya Hota ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Uss Roz Zalim (Afsos Aur Nadamt Se) Apne Hath Kaat Kar Khayega Aur Kahega “Aye Kash! Mai Ne Rasool Ka Rasta Apnaya Hota! Haye Meri Bad-Bakhti Ke Kaash Mai Falaa (Gumrah Shaks) Ko Apna Dost Na Banaya Hota...” – [Surah:Furqan (25) Aayat No:27-28] *Mere Azeezo ! Iss Ayate Mubarak Me Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Rastey Se Muraad "Kitabo Sunnat" Ki Pakiza Rehnumayi Hai,.. - Na Ki Kisi Mafadparasto Ka Tareeka Jo Kitabo Sunnat…
Islamic Quiz 371 : Sijjin mein kya hai? Islamic Quiz 371 Sijjin mein kya hai? A. Dozakh ki Aag B. Nafarmano ka Aamal Nama C. Qayamat ki Bhayanak Aawaz D. Munafiqo ke rahne ki jagah GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Nafarmano ka Aamal Nama Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Al Quran: “Kalla inna kitaabal fujjaari lafee sijjin, wa maa adraaka maa sijjin, kitaabum marqoom.”Sun rakho! Beshak Nafarmanon (badkaron) ke Aamal Naame Sijjin mein hain, aur tum kya samjho ki Sijjin kya hai?…
Islamic Quiz 275 : RasoolAllah ﷺ ne farmaya Hazrat… RasoolAllah ﷺ ne farmaya Hazrat Jibril mujhe ………….ke baare mein baar baar is tarah wasiyat karte rahe ki mujhe ye khayal aaya ki (ALLAH subhanahu) unko kahi waris mein sharik na kar de
Islamic Quiz 373 : Wo aayat Quran ki kaunsi Surah… Islamic Quiz 373 Wo aayat Quran ki kaunsi Surah mein hai jismein Allah subhanahu ne Rasool-Allah ﷺ ko namaz ke dauran hi unka rukh Bait Al-Muqaddas se Masjid al-Haram (Kaba) ki taraf karwa diya tha (yaani Qibla change karwa diya)? A. Surah Al-Baqara B. Surah Aal-e-Imran C. Surah At-Tauba D. Surah Muhammad GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Surah Al-Baqara Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Al Quran: “Hum aap ke chehre ko baar-baar asmaan ki…
Islamic Quiz 367 : Jab Allah Subhanahu ne farmaya:… Islamic Quiz 367 Jab Allah Subhanahu ne farmaya: "Main zameen par ek naayab banane wala hu", to uske jawab mein kisne kaha: "Kya tu zameen mein aise shakhs ko naayab banana chahta hai jo fasad phailayenge aur khoon bahayenge?" A. Iblis ne B. Jinnat ne C. Jibril Alaihis Salam ne D. Farishto ne GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Farishto ne Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Surah Al-Baqarah : "Aur jab tere Rab ne farishton…
Islamic Quiz 376 : Quran Majid mein kitne… Islamic Quiz 376 Quran Majid mein kitne Sajda-e-Sahu (Sajda as-Sahw) hain? A. 14 B. 7 C. 3 D. Inmein se koi nahi GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Inmein se koi nahi Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Sajda-e-Sahu namaz ke andar hota hai, tilawat mein nahi. Tilawat ke waqt jo sajda kiya jata hai use Sajda-e-Tilawat kehte hain. Quran Majid mein Sajda-e-Sahu ka zikr nahi aata.
Islamic Quiz 387: Allah Ne Quran Mein “Ka’annahu… Islamic Quiz 387 Allah ne Quran me farmaya "Ka'annahu Jimalatun Sufer" Ye kis cheez ke liye tashbeeh di gayi hai A. Dozakh ki aag B. Jannat ki hoor C. Pul Sirat ki uchayi D. Dozakh ke farishte GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Dozakh ki aag Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Al-Quran: me Allah ne farmaya: “(Kafir se kaha jayega)" chalo us saaye ki taraf jo teen shaakhon wala hai, jo na thandak dega aur…
Islamic Quiz 269 : Quran ki wo kaunsi surah hai… inmein se Quran ki wo kaunsi surah hai jiski "pahli aayat uske naam se shuru hoti hai ?" | A. Surah As-saff, B. Surah Taha, C. Surah Nooh, D. Surah Al Qiyamah