Islamic Quiz 263
RasoolAllah ﷺ par Quran ki pehli wahee kis Umar me nazil hui?
Options Are 👇
A. 33 Saal
B. 40 Saal
C. 45 Saal
D. 47 Saal
Islamic Quiz 263 : RasoolAllah ﷺ par Quran ki pehli wahee kis Umar me nazil hui?
Sahih jawab hai : Option ( B )
✅ 40 Saal
Hadees: Rabia bin Abi Abdur-Rahman (R.A) se riwayat hai ki,
maine Anas bin malik (R.A) ko RasoolAllah ﷺ ki seerat bayan karte huye suna ki:
“(pahli) Nuzul e wahi ke waqt Aap ﷺ ki umar 40 saal thi.”
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.