Islamic Quiz 230
Ashra Zil Hijjah ka Zikr Quran ki Kis Surah me aaya hai?
Options Are 👇
A. Surah Baqarah
B. Surah Nisa
C. Surah Infitar
D. Surah Fazr
Sahih jawab hai : Option ( D )
✅ Surah Fazr
Daleel :
Allah Taala Quran me farmata hai:
“Qasam hai Fajr ki! aur 10 Raatou ki!”
Imam Ibn Kaseer(R.H) farmatey hai:
“Is aayat me Dus Raatou se Muraad Zill Hijja Mahine ki Pahli 10 Raatey hai.”
📕 Tafseer Surah Al-Fajr: Tafseer Ibn Kaseer : 5/559.
Read More:
- Zil Hijjah ke Shuru ke 10 Dino ki fazilat
- Qurbani Ke Ahkaam O Masaail
- अशरा ज़ुल हज की फ़ज़ीलत क़ुरानो सुन्नत की रौशनी में
- Ashra Zul-hijjah Mein Kasrath Se Karne Waale Amaal
- Dhul Hijjah Ke Amaal-e-Swaaleh Allah Ko Pasand
- ♫ Qurbani Ke Kuch Aham Ahqam Aur Masail
- Qurbani – Ek Baap aur Betey Ki (Hazrate Ibrahim aur Ismayeel Alaihay Salam)
- Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe ?
Related Posts: