Islam ka Sabse Bada Dushman Zahil Musalman hota hai, Jahalat Usey Besabr Bana deti hai, Uski harkato se Islam ki Chavi Kharab Hoti hai aur jab Log Uski Taraf dekhte hai tou sochtey hai ke “Yahi hai Islam!”
इस्लाम का सबसे बड़ा दुश्मन अज्ञानी मुसलमान है, अज्ञानता उसे असहिष्णु बनाती है, उसकी हरकतों से इस्लाम की छवि खराब होती है, और जब लोग उसकी तरफ देखते हैं तो सोचते हैं के “यही है इस्लाम”
Koun se Amal Hume Jannat Le Jayenge? Jannat me le jaane wale Amaal Hadees: Abu Ayyub Ansari (R.A) ne bayaan kiya ki,Ya RasoolAllah (ﷺ) ! Koi Aisa Amal Bataiye jo Mujhe Jannat me le Jaaye ? Aap (ﷺ) ne Unn se farmaya - "Allah Ki Hee Ibadat Karo! aur Uss ke Sath Kisi aur ko Shareek Na karo, Namaz Qayam karo, Zakaat detey raho, aur Sila Rehmi karte raho" Bas Yahi Amaal Tujhe Jannat me le Jayenge.." 📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 5983
Allah sabse behtar Rizq deta hai Allah sabse behtar Rizq deta hai Allah Ta'ala Quran me farmata hai: "Aur Allah sabse Behtar Rizq dene wala hai." 📕 Surah Al Juma 62:11
Kamiyab Aurat koun by Sis. Ahmadunnisa Sahiba https://www.youtube.com/watch?v=viX14Cg4D_0 Kamiyab Aurat ki Pehchan Kamyab aurat in islam, kamyab aurat ki pehchan, Kamyab Aurat Koun? by Sis. Ahmadunnisa Sahiba
Sabse afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise Rishtedaar par kiya jaaye Hadees: Umme Kulsoom (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye jis ne dil me dushmani chupa rakhi ho." 📕 Shoaib Ul Iman, Hadees 3427
Sabse Bura Aadmi Wo hai Jiski Badzubani ki wajah se ... Jiski Badzubani ki wajah se Log Us se Milna Chhor de RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke: "Logo me Sabse Bura Aadmi Wo hai Jiski Badzubani ki wajah se Log Us se Milna Chhor de." 📕 Bukhari: Hadees 6054
Sabse accha Musalman koun hai ✦ Hadees: Sabse Acche Musalman ki pehchan Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke, Kuch Sahaba ne poocha ya RasoolAllah (ﷺ) ! koun sa Islam afzal hai? (Yaani sabse acha Musalman koun hai) Tou Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Woh Musalman Jis ke Zubaan aur Haath se Dusre Musalman Mehfuz ho." 📕 Sahih Bukhari: 11 ✦ हिंदी हदिस : सबसे अच्छे मुसलमान की पेहचान अबू मूसा (र.अ) से रिवायत है के, कुछ सहाबा ने पूछा, या रसूल अल्लाह ﷺ ! कौन सा…
Islam kya hai, Eman aur Ehsan kya hai ? Islam kya hai, Eman aur Ehsan kya hai ? Hadees: Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) Riwayat Karte Hain Ki, Ek Roz hum Huzoor Nabi-e-Akram (ﷺ) ki khidmat me haazir they. Achanak ek Shakhs humaari mehfil me aaya, uske kapde nihayat safed, baal gahre syaah they. us par safar ke kuch asraat numaya’n na they aur hum me se koi usey pahchaanta bhi nahin tha. Aakhirkaar woh shakhs Aap (ﷺ) ke saamne aake ghutne se ghutne mila kar baith gaya aur usne…
Jis se Log Bhalai ki Umeed Na rakh paye wo Sabse… ♥ Mafhoom-e-Hadees (Roman Urdu) Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya: "Tum mein sabse badtareen shakhs wo hai, jisse log na bhalaai ki umeed rakhein, aur na hi uske shar se mehfooz ho." 📕 Tirmizi, Hadees : 2263 ♥ मफहूम-ऐ-हदीस (Hindi) अबू हुरैराह (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है कि रसूलअल्लाह ﷺ ने फ़रमाया: "तुम में सबसे बद्तरीन शख्स वो है, जिससे लोग भलाई की उम्मीद न करें और उसके शर्र से महफूज़ न हों।" 📕…
Allah ke Ziqre ki Fazilat aur Dawate Islam ki Ahmiyat Ala BizikriAllahi Tatma innu alQuloob- [Surah Ar Ra'ad 13:28] Aaj har koi Parehsan hai, Isliye kyunki hakikat me "Allah ke Ziqre me hi momino ke Dil Itminan patey hai" - Surah Ar-Raad 13:28. Aur Yahi Qalbi Itminan Kisiko nahi hai Aaj. Ellah ke Ek Momin Iss Itminan ka Fayda Uthata hai. Aur Yaad Rakhiye Jab Kisi Qoum ke liye Hidayat aayi hai aur Hum Uss Hidayat ko Chupa kar Baithey hai wo Apna Haq tou kaise na kaise lene hi…
Islam kya hai ? | What is Islam ? | 5 Pillars of Islam Islam kya hai ? ۞ Hadees-e-Nabawi: Islaam ye hai ki tum Shahadat(Gawahi) do ki Allah ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq nahi aur Muhammad (ﷺ) Uss (Allah) ke Rasool hain, "Namaaz Qaaim Karo, Zakaat Ada karo, Ramazaan ke Roze rakho aur agar Hajje Baitullah Jaane ka Maal paas me hai tou Hajj karo." 📕 Muslim, Jild -1, Safa-27 Islam ke Farz Arqan 5 Hain: (5 Pillars of Islam) (1) Kalma Padhna. (Shart) - (Must for Everyone)(2) Namaaz Padhna. (Farze Ain.…
Aankho ke fadakne ki kya hakikat hai Islam mein janiye The content is about the interpretation of eye twitching ('Aankh Phadakna') in Islam and its cultural, medical, and superstitious connotations. It also discusses the belief in different outcomes for right and left eye twitching for men and women, providing scientific reasons and remedies, along with translations into different languages.
Islam me Behtareen Amal kya hai? Islam me Behtareen Amal kya hai ? ۞ Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "(Islam me Behtareen Cheez yeh hai ke) Tum Logo ko Khana Khilao aur Jaan-Pehchan wale aur Gair Jaan pehchan wale har Ek se Salaam karo." 📕 Sahih al-Bukhari 6236 ---- हिंदी --- ۞ हदिस: अब्दुल्लाह बिन अम्र (र.अ.) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया: "(इस्लाम में बेहतरीन चीज यह है के) तुम लोगो को खाना ख़िलाओ और…
Allah ke Mehboob Log koun? Allah ke Mehboob Log Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Log Asaani me aur Sakhti ke Moqe par bhi Allah ke Raste mein Kharch Karte Hain. 📕 Surah Aale Imran, 3:134
Sabse Zyada Izzat Wala woh hai jo ... Sabse Zyada Izzat Wala woh hai jo " Allah ke Nazdeek Sabse Zyada Izzat wala Woh hai Jo Sabse Zyada (Allah se) Darne wala hai." 📕 Quran, 49:13