✦ Hadith : Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge
RasoolAllah (Sallallahu Alalhi Wasallam) ne farmaya:
“Namaz teen hisso mein taqseem hai
Pakeezgi ek tihayee hai aur
ruku ek tihayee hai aur sajde ek tihayee hai
Jisne Iss tarha adaa kiya to uski namaz qubul ki jaegi aur
uske sare aamal qubul honge aur
jiski Namaz Qubul nahi hogi uske
koi bhi aamal qubul nahi honge.”
📕 Al-Silsila-tus-Sahiha – 643