Meraj me Nabi (ﷺ) ko 3 Cheeze Ata ki gayi… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Hadith Roman Urdu: Hazrate Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki: ❝Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko Jab Meraj hui tou Aap (ﷺ) 'Sidrat-Ul-Muntaha' tak pahunchey, waha Aap (ﷺ) ko 3 Cheezein di gayee jo…
Allah Taala Gaali galoch Karnewalo ko… Gaali Galoch karna kaisa? Hadees: Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne Irshad farmaya: “Allah Ta’ala Gaali galoch Karnewalo ko Pasand nahi karta.” 📕 Al Adab al Mufrad, Hadees 310
Islamic Quiz 203 : Wo Kounsa Gunaah tha… Wo Kounsa Gunaah tha Jiski wajah se Allah Rabbul Izzat ne Looth (A.S) ki Qoum ko Halaaq kiya? | Options Are: A. Zina, B. Sood Khori, C. Lawatat (Homo-S*xuality)
Islamic Quiz 294 : Kaunsi Aayatein… inmein se Kaunsi Aayatein RasoolAllah ﷺ ko Meraj ke roz ata ki gayi thi? | A. Aayat-Al-Kursi, B. Surah Baqarah ki aakhri 2 aaytein, C. Surah Kahaf ki aakhri 2 aayatein, D. Surah Fatiha ki saari aayatein
Hadith: Allah Taala ke Nazdeek sab se… Hadith: 6-April: Anas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida shakhs woh hai jo us ki ayaal (makhlooq) ko ziyada nafa pohchaye. -Shoaib Ul Iman 7445
Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129
Jo shakhs Allah se milne ko pasand karta hai ... Jo shakhs Allah se milne ko pasand karta hai Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jo shaks Allah se milne ko pasand karta hai, Allah bhi us se milne ko pasand karta hain aur jo shaks Allah se milne ko pasand…
Al-Quran: Jo Pakeeza Rizq humne tumhe ata… Jo Pakeeza Rizq humne tumhe ata kiya hai usme se khao, aur us me hadd se aage na badho, jis ke nateeje me tum par mera gazab nazil ho jaye. [Quran 20:81]