♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“(Aye Emaanwalo!) Tum Sabse Behtar Ummat Ho, Insano Ke Fayde Ke Liye Tumhe Nikala (Paida Kiya) Gaya Hai,
(Tum Behtar Isliye Ho Kyun Ki) Tum Nek Kaamo Ke Liye Hukm Dete Ho
Aur Burey Kaamo Par Ayetraz Kartey Ho Aur Allah Ke Upar Emaan Rakhte Ho”.
– (Sureh Al-Imran(3) : Ayat-110)
Home / Quran ki Nasihat / (Aye Emaanwalo!) Tum Sabse Behtar Ummat Ho ….
Related Posts:
- Ijazat Ke Bagair Kisi ke Gharo Me Dakhil Na Hona ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Apne Gharon Ke Siwa Aur Gharon Me Na Jao Jab Tak Ke Ijazat Na Le Lo Aur Waha Ke Rehne Walo Ko Salaam Na Kar Lo, Yehi Tumhare Liye Sarasar Behtar Hai Taa'ke Tum Naseehat Hasil Karo,.." - (Surah Noor, Ayat: 27) #…
- Allah sabse behtar Rizq deta hai Allah sabse behtar Rizq deta hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta'ala Quran me farmata hai: "Aur Allah sabse Behtar Rizq dene wala hai." 📕 Surah Al Juma 62:11
- Sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai.." - (Tabrani Kabir: 3923)
- Allah Ki Raah me Bitaaye Pal Duniya Se Behtar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Raastey Me Guzarney Waali Ek Subah Ya Ek Shaam Duniya Se Ya Jo Kuch Duniya Me Hai Sabse Behtar Hai.." - (Sahih Bukhari, Vol 4, 2792)
- Tanhai behtar hai burey Ham'nasheen se aur Accha Ham'nasheen… ✦ Mafhum-e-Hadith: Imran (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝ Tanhai behtar hai burey Ham'nasheen se aur Accha Ham'nasheen behtar hai tanhai se aur bhalaai ka sikhana behtar hai khamoshi se aur khamoshi behtar hai burayi ki taleem se.❞ -Shoaib Ul Iman 4993 English…
- Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ki Qasam! Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou Wo Tumhare Liye Surkh Untoun(Camel) Se Behtar Hai". - (Sunan Abu Dawood, Jild #3, Page#322) » Note: Surkh Unthon Ki…
- Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Quwwat Hasil Karo Sabr aur Namaz Se Beshaq Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai". - (Sureh - Baqarah: Ayat-153 )
- Hadees: Bhali baat sikhana behtar hai khamoshi se aur… Hadith: 22-March: Imran (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟ Bhali baat sikhana behtar hai khamoshi se aur khamoshi behtar hai buri baat sikhane se. 📕 Shoaib Ul Iman 4993
- Quraan-e-Kareem ..... ♥ Quraan-e-Kareem ♥ 22 Saal, 2 Maah, 22 Din Me Nazil Hua aur Isme Siparey → 30 Sajdey → 14 Manzil → 7 Surtein → 114 Makki → 86 Madni → 28 Ruku → 540 Aayat → 6236 Huroof → 323760 Zabar → 53243 Zer → 39582 Pesh → 8804…
- Rape - Balatkar Rokne ka Sabse behtar tareeka by Adv. Faiz… How do we stop rapes?, What can be done to prevent rape?, How to Stop Rape? how to avoid assault, female safety weapons, Punishment for Rapists in the Arab World
- Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye Hadees Of The Day Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: "Beshaq Allah Taala ke Nazdeeq Sabse Behtareen Amal (Neki) wo hai jo humesha kiya jaye chahe wo kum hi kyun na ho." 📕 Sahih Bukhari: 6464
- Sharaab, Juwa Napaak Aur Shaitani Kaam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Sharaab, Juwa Aur Buth Aur Paase Tou Bas Napaak(Burey) Shaitani Kaam Hai Tou Tum Log Iss' Se Bache Raho Taaki Tum Falah (Kamiyabi) Pao". - (Surah Al-Maidah, Ayat-90) » Juwa Ki Ta’arif (Meaning): Har Wo Khel Jisme Yeh Shart Ho Ki Nakaam Hone…
- Aye Emaan Walo! Har Haal Me Insaaf Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye EmaanWalo! Allah (Ki Khushnudi) Ke Liye Insaaf Ke Sath Gawahi Dene Ke Liye Tayyar Raho Aur Tumhe Kisi Kabile Ki Adawat (Dushmani) Iss Jurm Me Na Faswa De Ki Tum Na-Insafi Karne Lago (Khabrdar Balki) Tum (Har Haalo Me) Insaf Karo Yahi Parhezgari Se…
- Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhu) Ki Shaan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Meri Ummat Me Sabse Zyada Reham Dil Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Hai, *Aur Unme Se Allah Ke Deen Ke Bare Me Sabse Zyada Sakht Umar (RaziAllahu Anhu) Hai, *Hayaa Ke Aitbar Se…
- Zakaat Ka Maal Dete Waqt Ya Alag Karte Waqt ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Hum Ne Jo Tumhe Rizq Diya Hai Uss Me Se Kharch Karo". - (Para-2 Surah-Baqrah Aayat-254) » Mas'ala: Zakaat Ka Maal Dete Waqt Ya Alag Karte Waqt Zakat Ki Niyat Hona Zaruri Hai. Niyat Ke Maana: Agar Koi Puchhe Tou Bata Sake. -…
- Yeh Deen Aalami Aman Ke Liye .... » Quraan Kiske Liye ? - Iss Deen Ka Yeh Sharf Hai Ke Iska Rab Rabbul Aalmin Hai, Iski Kitaab Quraan Ka Ye Sharf Hai Ke Dunia Ki Koi Kitab Yeh Nahi Batati Ke Wo Kiske Liye Aayi Hai ? Bhejne Wala Koun Hai ? Kaha Jayegi ? Kya Muamla…
- Takabbur, Ghamand (Pride, Ego) Ka Behtareen Ilaaj .... ★1. Jab Apney Se Kum Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uske Gunaah Hum Se Kum Hai.!! ★2. Jab Apney Se Bari Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uski Nekiyan Hum Se Zyada Hogi.!! ★3. Jab Apney Se…
- Walidain Ki Laparwahi Aulad Ki Tarbiyat Me .... Ye Sabse Badi Wajah Hai Aaj Quraan Se Doori Ki – Ke Walidain Apni Aulad Ko Quraan Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Koi Dars Nahi Letey ,.. Hala Ke Allah Rabbul Izzat Ne Quraan Me Ye Hukm De Chuka Hai Ke – "Aye Imanwalo ! Apne Aap Ko…
- Al-Quran: Jo log Imaan laaye aur Nek amal kiye woh makhlooq… Quran: 25 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo log Imaan laaye hain aur unhon ne Nek amal kiye hain, woh beshaq saari makhlooq me sab se behtar hain.❞ 📕 Al-Baiyinah 98:7
- Imanwale tou Apne Parwardigar par Bharosa Rakhte Hai ... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Logon) Tumko Jo Kuch (Maal) Diya Gaya Hai Woh Duniya Ki Zindagi Ka Chand Roz Saajo-Saaman Hai Aur Jo Kuch Allah Ke Yaha Hai Woh Kahi Behtar Aur Paaydar Hai (Magar Yeh) Khaas Unn Logo Ke Liye Hai Jo Emaan Laaye Aur Apne Parwardigar Par…
- Kisi Se Naram Baat Karna Ya Kisi Ko Darguzar Kar Dena .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kisi Se Naram(Bhali) Baat Karna Ya Kisi Ko Darguzar(Muaf) Kar Dena, Uss Sadqe Aur Khairaat Se Behtar Hai, Jise Dene Ke Baad Uske Lene Waale Ko Dukh Pohnchaya Jaaye. Aur Allah Badaa Beniyaz Hai". - (Surah Al-Baqrah: Aayat-263)
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Fazail-e-Quraan: Part 2 ✦ Quran ki Sabse Badi Fazilat: Quran-e-Kareem Puri Insaniyat ke liye Sabse badi aur Sabse Azeem Nemat hai , Iski ek Sabse badi Fazilat yeh bhi hai ke jis raat ye Kitab nazil hui uss raat ki Ibadat ko Allah Rabbul Izzat ne Hazar(1000) mahino ki ibadat se Jyada Afzal…
- Fazilat-e-Salaam ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Koi Tumhen Dua Salaam Kare TouUsko Uss Se Behtar Dua Do Ya Phir Usi Tarah Ke Alfaz Keh Do..." - (Al-Quraan: Surah: Nisa - Ayat: 86) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Salaam Me…
- Fazail-e-Quraan: Part 1 ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ (Allah ke Naam se Shuru Jo nihayat meherban aur reham wala hai) Hum sab Jantey hai ke koi bhi ek Musalman Chahe Imaan ke Aitbaar se Jis bhi Darje ka ho, har Shakhs ke Nazdik Iss kitab ki badi ahmiyat hai. Ye Kitaab Badi Mohataram aur Mukaddas…