Contents
Islamic Quiz 392
وَأَنَّا لَمَسْنَا السَّمَاءَ فَوَجَدْنَاهَا مُلِئَتْ حَرَسًا شَدِيدًا وَشُهُبًا Is aayat ke hisab se kisne aasman ko tatola to usko sakht pahron aur sholo se bhara hua paya?
A. Firaun ke jadugaro ne
B. Arsh ko thamne wale Farishto ne
C. Jinno ne
D. Aasman mein tairne wale farishto ne
Islamic Quiz 392 : وَأَنَّا لَمَسْنَا السَّمَاءَ فَوَجَدْنَاهَا مُلِئَتْ حَرَسًا شَدِيدًا وَشُهُبًا Is aayat ke hisab se kisne aasman ko tatola to usko sakht pahron aur sholo se bhara hua paya?
Sahih jawab hai : Option ( C )
✅ Jinno ne
Daleel :
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
(Eh Muhammad ﷺ) kah do ki mere paas wahi aayee hai ki jinno ki ek jamaat ne Quran suna aur kaha humne ek ajeeb Quran suna, jo bhalayee ka raasta batata hai aur humne iman le aya aur apne Rab ke saath kisi ko sharik nahi kiya.
📕 Surah Jinn (72), Aayat 1-2