Islamic Quiz 264 : Wo kaunse Nabi hain jinko Allah… Wo kaunse Nabi hain jinko Allah Subhanahu ne itna ikhtiyar ata farmaya tha ki hawa bhi unke hukm se chalti thi? | A. Musa (A.S), B. Yaqub (A.S), C. Sulaiman (A.S), D. Esa (A.S)
Islamic Quiz 247 : Kis Sahabi ko Nabi (ﷺ) ne… Kis Sahabi ko Nabi (ﷺ) ne Saifullah (Allah ki talwar) ka laqab diya? | Options Are: A. Abu Bakr Siddiq (R.A), B. Umar bin Khattab (R.A), C. Khalid bin Waleed (R.A), D. Zaid bin Sabit (R.A)
Islamic Quiz 256 : Wo Kaunse Nabi ki Qaum thi jiske… Wo Kaunse Nabi ki Qaum thi jiske liye Aasaman se khana (Mann-Salwa) Nazil hota tha? | Option are: A. Isa (Alaihi Salam), B. Nooh (Alaihi Salam), C. Musa (Alaihi Salam), D. Ibrahim (Alaihi Salam)
Islamic Quiz 323 : Har Hafte 2 din jannat ke darwaze… Islamic Quiz 323 : Har Hafte 2 din jannat ke darwaze khole jate hain aur un sabki maghfirat ho jati hai jo shirk na karte ho aur apne bhai ke khilaf keena na rakhte ho, wo 2 din kaunse hain?
Islamic Quiz 199 : Kis Amal se Ummat me khair qayam… Kis Amal se Ummat me khair qayam rahegi Nabi (ﷺ) ne farmaya? | A. Roza iftar jyada na khana, B. Roza iftar me Jaldi kara, C. Roza Iftari deri se karna, D. Roza iftar ki dawat dena
Islamic Quiz 335 : Allah subhanahu ne Koun se Nabi… Islamic Quiz 335 : Allah subhanahu ne Koun se Nabi se ye farmaya “Mujhse wo mat puch jiska tujhe ilm nahi, main tumhe naseehat karta hu, warna tum nadano mein se ho jaoge”
Islamic Quiz 294 : Kaunsi Aayatein RasoolAllah ﷺ ko… inmein se Kaunsi Aayatein RasoolAllah ﷺ ko Meraj ke roz ata ki gayi thi? | A. Aayat-Al-Kursi, B. Surah Baqarah ki aakhri 2 aaytein, C. Surah Kahaf ki aakhri 2 aayatein, D. Surah Fatiha ki saari aayatein
Islamic Quiz 213 : Koun se Nabi ko Unki Maa ne Allah… Koun se Nabi ko Unki Maa ne Allah ke hukm se darya mein baha diya tha? | Options Are: A. Nabi Yaqub (A.S), B. Nabi Yusuf (A.S), C. Nabi Musa (A.S), D. Nabi Isa (A.S)
Islamic Quiz 154 : Shohar aur Biwi ke Rishtey ki… Allah Ta'ala ne Quraan me Shohar aur Biwi ke Rishtey ki Misaal kis Cheez ki tarha bayaan Ki hai? | A. Chand aur Suraj, B. Khajur ka Darakht, C. Libaas, D. Samandar