Islamic Quiz 349
Kounsi Namaz ke baad Nafeel Namaz nahi padhni chahiye?
A. Asar
B. Maghrib
C. Fajr
D. Option A & C
Islamic Quiz 350 : Kounsi Namaz ke baad Nafil Namaz nahi padhni chahiye?
Sahih jawab hai : Option ( D )
✅ Namaz-e-Asar aur Fajr
Daleel:
Hadees: Hazrat Saad (RA) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) se farmaya:
“Do Namazein Aisi hain jinke baad koi Nafeel Namaz na padhi jaye, Namaz e Fajr jab tak ke Suraj Tuloo (Sunrise) na ho jaye aur Namaz e Asr , Jab tak Suraj Ghuroob (Sunset) na Hojaye .”
📕 Musnad Ahmed, Hadees 1469-Sahih
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.