Hadees of the Day
Hayaa Islam ki Khoobsurti hai
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Har Deen Mein Koi na Koi Imtiyazi aur Akhlaqi Khoobi hoti hai aur Islam ki Imtiyazi Khoobi Haya hai.”
Hadees of the Day
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Har Deen Mein Koi na Koi Imtiyazi aur Akhlaqi Khoobi hoti hai aur Islam ki Imtiyazi Khoobi Haya hai.”
Hadees of the Day
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Tum Mazloom ki Baddua se bacho
kyunki uske aur Allah ke Darmiyan
koi aad nahi hoti.“
Hadees of the Day
Allah Ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Tu apne Bhai ki Madad kar! chahe woh Zaalim ho ya Mazloom.”
Tou ek shakhs ne pucha “Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Mazloom hone ki Soorat me tou hum uski madad karenge, lekin Zaalim hone ki soorat me uski Madad kaise kare?”
Tou Aap (ﷺ) ne farmaya ke
“Tum Usey Zulm karne se rok do, yahi uski Madad karna hai.”
⭐ Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya – “Agar kisi Shakhs ne … Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Bara bin Azib (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, unhone kaha ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne humey … Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki – “Do Shakhs … Read More