Allah ko Qurbani ke Janwar ka Gosht Nahi Pohochta
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
❝Beshaq Allah Ta’ala ko na tou tumhare Qurbani ka Gosht pohochta hai aur naa hi khoon ! magar haa uss tak tumhari Parhezgaari pohochti hai.❞
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
❝Beshaq Allah Ta’ala ko na tou tumhare Qurbani ka Gosht pohochta hai aur naa hi khoon ! magar haa uss tak tumhari Parhezgaari pohochti hai.❞
Hadees of the Day
Numan Bin Bashir (R.A) se riwayat hai ki,
Mai ne Rasool’Allah (ﷺ) se suna ki –
“Halaal aur Haraam Khula hua hai aur Inn Dono ke Darmiyan kuch Cheezein Shuba (Doubtful) waali hain Jinko bahut se Log nahi jantey.”
*Phir Jisney Apne Aapko Inn Shuba ki Cheezon se bacha liya Usney Apney Deen aur Izzat ko bacha liya.
Aur jo koi In Shuba ki Cheezon me parh gaya uski missal Uss Charwahey ki hai Jo kisi ki Charagah ke Aas-Paas apney Janwaron ko charaye aur Kareeb hai ki Uskey Jaanwar Usmein chale jaye,
*Sun Lo! har Baadshah ki Ek Charagah hoti hai, Allah ki Chaaragah Uski Zameen par Haraam Cheezain hain.
Sun Lo! Badan me Ek Ghosht ka tukda hai Jab Wo Durast Hoga tou Sara Badan Durast Hoga
Aur Agar wo Bigad haya tou Sara Badan bigad gaya aur Wo Tumhara Dil hai.”
Hadees of the Day
Rasool’Allah(ﷺ) ne farmaya
“Momin Naa tou Taana dene Wala Hota hai, Naa Lanat karne wala, Naa Fahash Bakne wala Behooda hota hai.”
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrat Isa (Alaihi Salaam) ne kaha – Beshaq Allah Hi Mera aur Tumhara Rab hai Isliye Usi … Read More
» Qurbani Ka Jaanwar Kharid Te Waqt In 4 Chizo Aur Aankh Kaan Ka Khayal Rakhe !! 1) Mafhoom-e-Hadees: Bara … Read More
✦ Hadees: Roman Urdu ✦ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “1 … Read More
✦ Jundab (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne (Eid-Ul-Azha ki) Namaz parhney ke baad Khutba diya phir Qurbani ki … Read More
♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momin Hazrate Umme Salma (RaziAllahu Anha) Bayaan Karti Hain Ke Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – … Read More