History of Islam in Urdu – from Adam AS to Muhammad ﷺ
Hazrat Aadam (Alaihi Salam) se Lekar Muhammadur Rasool’Allah (ﷺ) tak Islami Tareekhi Haqaiq. Family Tree: From Adam (A.S) to Prophet Muhammad (ﷺ) | Prophet Muhammad family tree to adam. | Islamic History in Urdu, Hindi
Islam kya hai ? | What is Islam ? | 5 Pillars of Islam Islam kya hai ? ۞ Hadees-e-Nabawi: Islaam ye hai ki tum Shahadat(Gawahi) do ki Allah ke Siwa koi Ibaadat ke Laaiq nahi aur Muhammad (ﷺ) Uss (Allah) ke Rasool hain, "Namaaz Qaaim Karo, Zakaat Ada karo, Ramazaan ke Roze rakho aur agar Hajje Baitullah Jaane ka Maal paas me hai tou Hajj karo." 📕 Muslim, Jild -1, Safa-27 Islam ke Farz Arqan 5 Hain: (5 Pillars of Islam) (1) Kalma Padhna. (Shart) - (Must for Everyone)(2) Namaaz Padhna. (Farze Ain.…
99 Names of Allah with meaning in Roman Urdu / Hindi 1 الرَّحْمَنُ Ar-Rahmaan Allah ka ye naam Allah ke apni makhlooq ke liye kushaada rehmat wala hone par Dalaalat karta hai, jis ki Rehmat tamaam makhloqaat ko Shaamil hai, aur ye naam Allah Ta’ala ke liye khaas hai, Allah ke siwa kisi (bhi makhlooq ko Rehman kehna jaez nahi hai) 2 الرَّحِيمُ Ar-Raheem woh zaat ke jo apne mu’min bande bandiyon par Baroz-e-Qayaamat Rahem karne wala hain, aur inhein bakhsne wala hain, chunanche Allah ne inhein apni Ibaadat ki taufeeq bakhshi, aur Aakhirat mein…
Islam me Aurton ka Muqaam by Sis. Amtul Mateen https://www.youtube.com/watch?v=Qv-IcK8TW8o Islam me Aurton ka Muqaam Women's Role In Islam Quran, Women's Rights Islamic Religion, Value Of A Woman In Islam, Women's Role In Early Islamic Society, Women's Rights In Islam Marriage.
Islam ka Sabse Bada Dushman Koun hai? Islam Ka Sabse Bada Dushman Koun hai? Islam ka Sabse Bada Dushman Zahil Musalman hota hai,Jahalat Usey Besabr Bana deti hai,Uski harkato se Islam ki Chavi Kharab Hoti haiaur jab Log Uski Taraf dekhte hai tousochtey hai ke "Yahi hai Islam!" 📕 Shaikh Ahmed Didat (Rehmatulahi Alaihi) इस्लाम का सबसे बड़ा दुश्मन अज्ञानी मुसलमान है, अज्ञानता उसे असहिष्णु बनाती है, उसकी हरकतों से इस्लाम की छवि खराब होती है, और जब लोग उसकी तरफ देखते हैं तो सोचते हैं के…
ALLAH Nek logon ko Kyun Aazmata hai ? URDU Lecture… https://www.youtube.com/watch?v=6y019aF8HJg ALLAH Nek logon ko Kyun Aazmata hai ? Allah Kis Ko Azmata Hai? , Nek Logo Ki Azmaish Sabse Jyada kyu hoti hai ? , Pareshani Azmaish Ya Saza, Allah Ki Azmaish, Hadees On Azmaish, Azmaish K Waqt Ki Dua, Azmaish In Quran, Allah Ki Azmaish In Urdu
Deen e Islam par Qayam rahne ki dua ♥ Mafhoom-e-Hadees: Shahr bin Hawshab (R.A.) se riwayat hai ki maine Umm Salma (R.A.) se pucha ki "Aye Ummul Momeenin! RasoolAllah (ﷺ) aapke pass jab rahte to aksar kaunsi Dua kiya karte they ? Unhone jawab diya - "Ya Muqallib Qulub thabbit Qalbi Ala Deenak" (Aye Dilo ko pherne wale(Allah) mere Dil ko tere deen par qayam rakh) Phir farmane lagi ki maine Rasool'Allah (ﷺ) se arz kiya ki aap aksar yahi dua kyu kiya karte hain ? ,. Aap…
Aankho ke fadakne ki kya hakikat hai Islam mein janiye The content is about the interpretation of eye twitching ('Aankh Phadakna') in Islam and its cultural, medical, and superstitious connotations. It also discusses the belief in different outcomes for right and left eye twitching for men and women, providing scientific reasons and remedies, along with translations into different languages.
Ishq Love Affairs aur Mohabbat ki Haqeeqat in Islam https://www.youtube.com/watch?v=zsSipK5f-sM Islam me Ishq ki Hakikat Kya hai?, Moujuda haal me Love Afairs ki Shakl me Mohabbat ke jo Aqsaam nazar aa rahe hai uspar Shariyat ka hukm kya hai ? aayiye iske bare me tafsili jankari ke liye is Video bayan par Gour karte hai. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan kaseera Ishq Majazi In Islam, Ishq-E-Majazi, Love Marriage, Love In Islam Before Marriage, Love In Islam Before Marriage, True Love…
Islam kya hai, Eman aur Ehsan kya hai ? Islam kya hai, Eman aur Ehsan kya hai ? Hadees: Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) Riwayat Karte Hain Ki, Ek Roz hum Huzoor Nabi-e-Akram (ﷺ) ki khidmat me haazir they. Achanak ek Shakhs humaari mehfil me aaya, uske kapde nihayat safed, baal gahre syaah they. us par safar ke kuch asraat numaya’n na they aur hum me se koi usey pahchaanta bhi nahin tha. Aakhirkaar woh shakhs Aap (ﷺ) ke saamne aake ghutne se ghutne mila kar baith gaya aur usne…
Islam me April fool ki Haisiyat Islam me April fool ki Haisiyat ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ April fool yaani logo ki nazar me jhuth bolkar bewakuf banane ka din, jo ki ek baddkhlakhi bhara Kabira Gunah hai aur jhuth ke kya-kya halaqate hai aayiye Iske talluk se chand Aahadees ka mutala karte hai. baraye meharbani karke isey jyada se jyada share karne me humari madad farmaye. ✦ Hadith: Halaqat hai us ke liye jo logo ko hasaney ke liye jhooth bole. Muawiyah ibn Jaydah al-Qushayri (R.A) se…
Allah ke Ziqre ki Fazilat aur Dawate Islam ki Ahmiyat Ala BizikriAllahi Tatma innu alQuloob- [Surah Ar Ra'ad 13:28] Aaj har koi Parehsan hai, Isliye kyunki hakikat me "Allah ke Ziqre me hi momino ke Dil Itminan patey hai" - Surah Ar-Raad 13:28. Aur Yahi Qalbi Itminan Kisiko nahi hai Aaj. Ellah ke Ek Momin Iss Itminan ka Fayda Uthata hai. Aur Yaad Rakhiye Jab Kisi Qoum ke liye Hidayat aayi hai aur Hum Uss Hidayat ko Chupa kar Baithey hai wo Apna Haq tou kaise na kaise lene hi…
Hayaa Islam ki Khoobsurti hai Hayaa Islam ki Khoobsurti hai Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Har Deen Mein Koi na Koi Imtiyazi aur Akhlaqi Khoobi hoti hai aur Islam ki Imtiyazi Khoobi Haya hai." 📕 Sunan Ibn Maja, Hadees: 4181 (Hasan) Hayaa aur Iman Dono Laazim aur Malzoom Hai Hadees: RasoolAllah (ﷺ) farmate hai : "Hayaa aur Iman Dono Laazim aur Malzoom hai. Jab Inn Dono me seEk Utha Liya jaye tou Doosra Khud-Ba-Khud Utha liya jata hai." 📕 Mishkat Ul Masabih; Hadees:…
Islam me Behtareen Amal kya hai? Islam me Behtareen Amal kya hai ? ۞ Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "(Islam me Behtareen Cheez yeh hai ke) Tum Logo ko Khana Khilao aur Jaan-Pehchan wale aur Gair Jaan pehchan wale har Ek se Salaam karo." 📕 Sahih al-Bukhari 6236 ---- हिंदी --- ۞ हदिस: अब्दुल्लाह बिन अम्र (र.अ.) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया: "(इस्लाम में बेहतरीन चीज यह है के) तुम लोगो को खाना ख़िलाओ और…
ISLAM Khatrey Me Hai Ya MUSALMAN ? Aaj Musalamano Par Din-ba-Din Zulmo Seetam Ki Inteha Dekh Aksar Logon ke Muhh Se Ye Baate Sun'ne Ko Milti Hai ke "Islam Khatrey me Hai ,.." Subhan'Allah !!! ... *Yaad Rakhey Jo Log Ye Kehte Hai Ke Islam Khatrey Me Hai.. Wo Bhul Jaiye Ke Islam Ko Kabhi Khatra Tha Na Kabhi Hoga Balki Khatre Me Wo Musalman Hai Jo Is Deen Ko Chorkar Apne Nafs Ki Tabedari Kar Raha Hai.. - Jabki Is Deen Ki Fitrat Hai Ke Ye…
Hazrat Adam Alaihissalam se lekar Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihi wa sallam tak name