Ramadan Day 8 : Rozedar ko Iftar karane ki Fazilat aur Sawaab
Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaih Wasallam) ne farmaya ” Jo koi kisi Rozedaar ko iftar kara de tou uss ko Rozedaar ke Barabar Sawab Milega, aur Rozedaar ke sawab mein se koi kami nahi hogi .” [Sunan ibn e Maja, 1746]