Islamic Quiz 315
Mooh aur Naak se Khoon behne se Roze ka kya hoga?
Options Are 👇
Contents
A. Roza Toot jata hai
B. Roza Nahi Tootega
C. Roza Tootega lekin kaffara nahi hoga
D. Roza Tootega aur kaffara bhi hoga
Sahih jawab hai : Option ( B )
✅ Roza Nahi Tootega
Wo khoon jo hijama ya naso se sambandhit nahi hai, jaise chot se, naak se khoon behna, daant nikalne se ya ghaw se khoon behna, aisa khoon roze ko batil nahi karta.
Yeh Hadees-e-Nabvi (Sallallahu Alaihi Wasallam) par mabni hai,
‘Naso se khoon behna roze ko batil nahi karta.’ (Imam Ahmad ne isko riwayat kiya hai.)